Darood Mahi ek khas dua hai jo Hazrat Muhammad (S.A.W) par durood bhejne ke liye padhte hain.
Is durood ki khubi yeh hai ke yeh gunaahon ko dho dalta hai, isliye isay “Mahi” kaha jata hai, jo ke “mitta dena” ya “saaf kar dena” ke ma’ni mein aata hai.
Musalman is durood ko apni zindagi mein gunahoon se nijaat paane aur Allah ki rehmat hasil karne ke liye aksar padhte hain.