Naat | Main Bhaarat Ka Musalmaan |
---|---|
Reciter | Gulfam Raza Hassani |
Video By | Nagma E Urdu |
Table of Contents
Overview
“Main Bhaarat Ka Musalmaan Lyrics” ek dilkash naat hai jo Bhaarat ke musalmaanon ki shaan aur pyar ko bayan karta hai. Is naat mein Bhaarat ke musalmaan apni imaan, mohabbat aur ghulami ka izhaar karte hain.
Naat ke bol “Main Bhaarat Ka Musalmaan ” musalmaanon ki ekta, azmat ko dikhat hai. Is naat me Bhaarat ke musalmaanon ka hamdardana aur bhai-chara ehsaas ubhar kar aata hai.”Main Bhaarat Ka Musalmaan Naat Lyrics” Bhaarat ke musalmaanon ke dil me imaan aur pyar ka ehsaas jagata hai aur unhe apne mazhab aur mulk ki hifazat mein josh aur himmat deta hai.Naat ke pyari aur roohani alfaaz se musalmaan apne Nabi (صلى الله عليه وسلم) ki shaan, mohabbat aur sunnat ko yaad karte hain.
Main Bhaarat Ka Musalmaan Lyrics In English
Main bhaarat ka musalmaan
Main bhaarat ka musalmaan
Raja Mera Khwaja Hai Iss Desh Ka Sultaan
Main bhaarat ka musalmaan
Main bhaarat ka musalmaan
Dilli Me Nizaamuddin
Mumbai Me ‘Ali Haji
Kaliyar Me Mera Saabir
Hai Jin Ki ba.Di Hasti
Aur Shahr-E-Bareli Me Rahte Hai Raza Khaan
Main bhaarat ka musalmaan
Main bhaarat ka musalmaan
Ye Laal – Qila dekho
Ye Taaj Mahal Dekho
Meenaro ki Unchee Hai
Misl-e-Jabal Dekho
Jaaoge Jahaa Paaoge Bas Meri Hi Pahchaan
Main bhaarat ka musalmaan
Main bhaarat ka musalmaan
Chhoda Tha Na Chhoduga
Baatil ! Ye Watan Main To
Bandhe Hue Phirta Hu
Maathe Se Qafan Mai To
Mai Shaan Hu Bhaarat Ki, Bhaarat Hai Meri Jaan
Main bhaarat ka musalmaan
Main bhaarat ka musalmaan
Kuchh Bhi HO Magar Aage
Badhna Nahi Chhodunga
Bhaarat Ke Lutero Se
Ladna Nahi Chhodunga
Iss Mulq Ke Ulfat Me Ho Jaaunga Qurban
Main bhaarat ka musalmaan
Main bhaarat ka musalmaan
Kyu Dar Ke Jiyu !
Rakhoo Kyu Band Muh Apna
Jango Me Bahaaya Hai
Mai Ne Bhi Lahoo Apna
Iss Desh Ki Mitti Pe Hai Mera Bhi Ehasaan
Main bhaarat ka musalmaan
Main bhaarat ka musalmaan
Us Mulk Ke Gun Gaao
Jis Mulk Me Rahte Ho
Gulfam Raza ! Haq Hai
Logon Se Kehte Ho
Bhoola Tha Na Bhuloonga Aaqa Ka Ye Farmaan
Main bhaarat ka musalmaan
Main bhaarat ka musalmaan
Main Bhaarat Ka Musalmaan Lyrics In Hindi
मैं भारत का मुसलमान मैं भारत का मुसलमान
दिल्ली में निज़ामुद्दीन, मुंबई में अली हाजी
कलियर में मेरा साबिर, है जिन की बड़ी हस्ती
और शहर-ए-बरेली में रहते हैं रज़ा ख़ान
मैं भारत का मुसलमान, मैं भारत का मुसलमान
ये लाल-क़िला देखो, ये ताज महल देखो
मीनारों की ऊँचाई है मिस्ल-ए-जबल देखो
जाओगे जहाँ, पाओगे बस मेरी ही पहचान
मैं भारत का मुसलमान, मैं भारत का मुसलमान
छोड़ा था न छोइँगा, बातिल ! ये वतन मैं तो
बाँधे हुए फिरता हूँ माथे से क़फ़न मैं तो
मैं शान हूँ भारत की, भारत है मेरी जान
मैं भारत का मुसलमान, मैं भारत का मुसलमान
कुछ भी हो मगर आगे बढ़ना नहीं छोडूंगा
भारत के लुटेरों से लड़ना नहीं छोडूंगा
इस मुल्क की उल्फ़त में हो जाऊँगा कुर्बान
मैं भारत का मुसलमान, मैं भारत का मुसलमान
क्यूँ डर के जियूँ! रखूँ क्यूँ बंद मैं मुँह अपना
जंगों में बहाया है मैं ने भी लहू अपना
इस देश की मिट्टी पे मेरा भी है एहसान
मैं भारत का मुसलमान, मैं भारत का मुसलमान
उस मुल्क के गुन गाओ, जिस मुल्क में रहते हो
गुलफ़ाम रज़ा ! हक़ है लोगों से जो कहते हो
भूला था न भूलूँगा आक़ा का ये फ़रमान
मैं भारत का मुसलमान, मैं भारत का मुसलमान
Some Similar Lyrics.
Mai Bhaarat Ka Musalmaan Lyrics In Urdu
میں بھارت کا مسلمان، میں بھارت کا مسلمان
دہلی میں نظام الدین، ممبئی میں علی حاجی
کالیار میں میرا صابر، ہے جن کی بڑی ہستی
اور شہرِ بریلی میں رہتے ہیں رضا خان
میں بھارت کا مسلمان، میں بھارت کا مسلمان
یہ لال قلعہ دیکھو، یہ تاج محل دیکھو
میناروں کی اونچائی ہے مثلِ جبل دیکھو
جاؤگے جہاں، پاؤگے بس میری ہی پہچان
میں بھارت کا مسلمان، میں بھارت کا مسلمان
چھوڑا تھا نہ چھوڑوں گا، باتل! یہ وطن میں تو
باندھے ہوئے پھرتا ہوں ماٹھے سے کفن میں تو
میں شان ہوں بھارت کی، بھارت ہے میری جان
میں بھارت کا مسلمان، میں بھارت کا مسلمان
کچھ بھی ہو مگر آگے بڑھنا نہیں چھوڑونگا
بھارت کے لُٹیروں سے لڑنا نہیں چھوڑونگا
اس ملک کی الفت میں ہو جاؤں گا قُربان
میں بھارت کا مسلمان، میں بھارت کا مسلمان
کیوں ڈر کے جیوں! رکھوں کیوں بند میں منہ اپنا
جنگوں میں بہایا ہے میں نے بھی لہو اپنا
اس دیش کی مٹی پہ میرا بھی ہے احسان
میں بھارت کا مسلمان، میں بھارت کا مسلمان
جس ملک میں رہتے ہو، اس کے فضائل پر گیت گاؤ۔
اے گلفام رضا! لوگوں سے جو کہتے ہو، وہ حق ہے۔
میں اس حکم کو بھول نہیں پاؤںگا، جو آقا نے دیا ہے۔
میں بھارت کا مسلمان ہوں، میں بھارت کا مسلمان ہوں
جس ملک میں رہتے ہو، اس کے فضائل پر گیت گاؤ۔
اے گلفام رضا! لوگوں سے جو کہتے ہو، وہ حق ہے۔
میں اس حکم کو بھول نہیں پاؤںگا، جو آقا نے دیا ہے۔
میں بھارت کا مسلمان ہوں، میں بھارت کا مسلمان ہوں
2 thoughts on “Main Bhaarat Ka Musalmaan Lyrics”