Dare nabi par ye umar beete lyrics In Urdu, Hindi & English

Dare nabi par ye umar beetay lyrics
Kalam Title Dare nabi par ye umar beetay
Reciter Gulam Mustafa Qadri
Video By Studio5

Table of Contents

Overview

Assalamu Alaikum Nazreen! “Dare Nabi Par Ye Umar Beete Lyrics” Ye naat mohabbat, aur ibadat ka izhar hai, jo Aap (SAW) ke azeem shakhsiyat ke taraf dil se muhabbat aur takhleeq rakhta hai.

Is naat ke bol gehre aadab aur takhleeq karne wale Aap (SAW) ke khidmat aur yaad mein puri zindagi guzarne ki khwahish ko jahir karte hain.

Iss Naat Lyrics ko logo ke  zariye taqwa aur aadab ke sath padha jata hai, jisse Aap (SAW) ke liye mohabbat aur adab ka izhar ho.

“Dare Nabi Par Ye Umar Beete Naat Lyrics” imaan ka khoobsurat izhar hai aur un logon ke liye rohaniyat aur Aap (SAW) se jude hone ka zariya hai, jo ise padhte hain aur sunte hain.

Dare nabi par ye umar beetay lyrics In English

Dar-E-Nabi Per Ye Umar Beete, Ho Hum Pe Lutf-E-Dawaam Aisa
Madine Wale Kahen Maqami, Ho Un Ke Dar Per Qayam Aisa

Labon Pe Naam-E-Nabi Jab Aaya To Gurez-Paa Haadson Ko Paya
Jo Taal Deta Hai Mushkilon Ko, Mere Nabi Ka Hai Naam Aisa

Jo Ghamzadon Ko Gale Lagale, Buron Ko Daman Me Jo Chhupa Le
Hai Doosra Koun Is Jahan Me, Siway Ho Khair-Ul-Anaam Aisa

Mujh Hi Ko Dekho Hun Wo Be-Talab, Nawazte Ja Rahe Hain Peham
Na Koi Mera Amal Hai Aisa, Na Koi Mera Hai Kaam Aisa

Bilal Tujh Per Nisaar Jaaun, Ke Khud Nabi Ne Tujhe Kharida
Naseeb Ho To Naseeb Aisa, Ghulam Ho To Ghulam Aisa

Namaz Aqsa Me Jb Padhai, To Ambiya Aur Rusul Ye Bole
Namaz Ho To Namaz Aisi, Imam Ho To Imam Aisa

Main Khalid Apne Nabi Pe Qurban, Hai Jinka Khulq-E-Azeem Quran
Hai Roshni Jis Ki Do Jahan Me, Kahin Hai Mah-E-Tamam Aisa

Dar-E-Nabi Per Ye Umar Beete, Ho Hum Pe Lutf-E-Dawaam Aisa
Madine Wale Kahen Maqami, Ho Un Ke Dar Per Qayam Aisa

Dare nabi par ye umar beete lyrics

Dare nabi par ye umar beete lyrics with tazmeen

Dare Nabi Par Ye Umar Beete Ho Hampe Lutfe Dawaam Aisa
 
Meri Jaan Madina, Dil ka Chain Madina
Aankhon ka Taara Madina, Sab ka Sahaara Madina
 
Dare Nabi Par Ye Umar Beete Ho Hampe Lutfe Dawaam Aisa
Madine wale kahein Makaami Ho Unke Dar pe Qayaam Aisa
 
Namaaz Aqsa mein jab padaaee, To Ambiya aur Rusool Ye bole
Namaaz ho to Namaaz Aisi, Imaam ho to Imaam Aisa
 
Dare Nabi Par Ye Umar Beete Ho Hampe Lutfe Dawaam Aisa
Madine wale kahein Makaami Ho Unke Dar pe Qayaam Aisa
 
Taybaah mein ho Mera Ghar, Aisa Karam ho Sarwar
Gumbad ko Jab bhi dekhun, Padlun Salaam Tum par
 
Bilaal Tuj par nisaar jaaun, Ke Khud Nabi ne Tuje kharida
Naseeb ho to Naseeb Aesa, Gulaam ho to Bilaal Jaisa
 
Dare Nabi Par Ye Umar Beete Ho Hampe Lutfe Dawaam Aisa
Madine wale kahein Makaami Ho Unke Dar pe Qayaam Aisa
 
Labon pe Naame Nabi jab aaya, Gurez paa haadason ko paaya
Jo taal deta hai mushkilon ko, Mere Nabi ka hai Naam Aisa
 
Meri Bigdi banaane ko Nabi ka Naam kaafi hai
Hazaron gham mitaane ko Nabi ka Naam kaafi hai
 
Ghamon ki dhoop ho ya fir, Hawaaein tez chalti hon
Mere Is Aasiyaane ko Nabi ka Naam kaafi hai
 
Jo taal deta hai mushkilon ko, Mere Nabi ka hai Naam Aisa
 
Muji ko dekho Wo betalab hi, Nawaazte jaa rahe hein paygam
Na koi Mera Amal hai Aisa, Na koi Mera hai Kaam Aisa
Na koi Amal hai Sunaane ke qaabil
Na Munh hai Tumhare dikhane ke qaabil
 
Lagaate ho Usko bhi Seene se Aaqa
Jo hota nahin Munh lagaane ke qaabil
 
Na koi Mera Amal hai Aisa, Na koi Mera hai Kaam Aisa
 
Dare Nabi Par Ye Umar Beete Ho Hampe Lutfe Dawaam Aisa
Madine wale kahein Makaami Ho Unke Dar pe Qayaam Aisa
 
Mein Khalid Apne Nabi pe qurbaan, Hai jinka khulke Azeem Quraan
Hai Roshni jiski Do jahaan mein, Kahin hai Maahe tamaam Aisa
 
Dare Nabi Par Ye Umar Beete Ho Hampe Lutfe Dawaam Aisa
Madine wale kahein Makaami Ho Unke Dar pe Qayaam Aisa

Dare nabi par ye umar beete lyrics In Hindi

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हम पे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा
मदीने वाले कहें मक़ामी, हो उन के दर पर क़याम ऐसा

तयबा में हो मेरा घर, ऐसा करम हो सरवर
गुम्बद को जब भी देखूं, पड़ लूँ सलाम तुम पर

बिलाल तुझ पर निसार जाऊं के खुद नबी ने तुझे ख़रीदा
नसीब हो तो नसीब ऐसा, ग़ुलाम हो तो बिलाल जैसा

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हम पे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा

लबों पे नाम-ए-नबी जब आया, गुरेज़ पा हादसों को पाया
जो टाल देता है मुश्क़िलों को मेरे नबी का है नाम ऐसा

मेरी बिगड़ी बनाने को नबी का नाम काफी है
हज़ारो ग़म मिटाने को नबी का नाम काफी है

ग़मों की धुप हो या फिर हवाएं तेज़ चलती हो
मेरे इस आशियाने को नबी का नाम काफी है

जो टाल देता है मुश्क़िलों को मेरे नबी का है नाम ऐसा

मुझ ही को देखो वो बे-तलब ही नवाज़ते जा रहे हैं पैहम
न कोई मेरा अमल है ऐसा, न कोई मेरा है काम ऐसा

न कोई अमल है सुनाने के क़ाबिल

न मुँह है तुम्हारे दिखाने के क़ाबिल

लगाते हो उस को भी सीने से आक़ा
जो होता नहीं मुँह लगाने के क़ाबिल

न कोई मेरा अमल है ऐसा, न कोई मेरा है काम ऐसा

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हम पे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा
मदीने वाले कहें मक़ामी, हो उन के दर पर क़याम ऐसा

मैं ख़ालिद अपने नबी पे क़ुर्बां, है जिन का ख़ुल्क़-ए-अज़ीम क़ुरआं
है रौशनी जिस की दो-जहां में कहीं है माह-ए-तमाम ऐसा

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हम पे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा
मदीने वाले कहें मक़ामी, हो उन के दर पर क़याम ऐसा

Dare nabi par ye umar beete lyrics In hindi

Dare nabi par ye umar beete lyrics In Urdu

دَر نبی پر یہ عمر بیتے ہو ہَم پہ لطف دوام ایسا
مدینے والے کہیں مقامی ہو ان کے دَر پر قیام ایسا

یہ رف اے ذکر مصطفی ہے نہیں کسی کا مقام ایسا
جو بَعْد ذکر خدا ہے افضل ہے ذکر خایر-ول-انام ایسا

جو غمزادون کو گلے لگا لے بروں کو دامن میں جو چھپا لے
ہے دوسرا کون اِس جہاں میں سوا خایر-ول-انام ایسا

بلال تجھ پر نثار جاؤں کے خود نبی نین تجھے خریدا
نصیب ہو تو نصیب ایسا غلام ہو تو غلام ایسا

نماز اقصی میں جب پارحایی تو امبیا رسول یہ بولے
نماز ہو تو نماز ایسیی امام ہو تو امام ایسا

میں خالد اپنے نبی پہ قربان ہے جن کا خلق عظیم قور ’ آن
ہے روشنی جس کی دو جہاں میں کہیں ہے ماہ تمام ایسا

دَر نبی پر یہ عمر بیتے ہو ہَم پہ لطف دوام ایسا
مدینے والے کہیں مقامی ہو ان کے دَر پر قیام ایسا

Dare nabi par ye umar beete lyrics In Urdu

Dare nabi par ye umar beete naat video

Dare nabi par ye umar beetay lyrics mp3 download

Check out some best naat lyrics

FAQs

  • The phrase "Dare Nabi Par Ye Umar Beete" translates to "This life has passed while standing at the doorstep of the Prophet."
  • It is a reminder of the fleeting nature of life and the importance of utilizing it in the service of Allah and His Messenger.
  • The poem is a beautiful piece of Islamic poetry that expresses love and devotion towards the Prophet Muhammad (peace be upon him). It is often recited in gatherings and religious ceremonies.
  • Yes, the phrase is a part of Islamic tradition and is often used in Islamic poetry and songs to express love and devotion towards the Prophet Muhammad (peace be upon him).
Sharing Is Caring:

Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.

Leave a Comment