Nasruminallah Wa Fathun Qareeb (Meaninig) In Hindi, & English 2024

nasruminallah wa fathun qareeb

Table of Contents

Overview

Assalamu Alaikum Nazreen ! “Nasruminallah wa fathun qareeb” ek Arabic aayat hai jiska matlab hai “Fatah Allah ki taraf se ata hai aur kamyabi nazdeek hai”.

Yeh Aayat aksar tareekh ke safhon par motivational slogan ki tarah mojud hai aur ummeed, imaan aur maqsad haasil karne ke liye  istemaal hoti hai.

Is ka bhi maqsad yeh hai k mushkil waqt mai Allah per yaqeen rakha jae aur kamyabi ki qareebi ki taraf itminan k sath muqamal bharosa rakha jae.

Is Aayat ki Islami shariat mai bohat ahmiyat hai aur mushkil waqt mai musalman is ka wird karty hain.

Nasruminallah wa fathun qareeb

ﻭَﺃُﺧْﺮَﻯ ﺗُﺤِﺒُّﻮﻧَﻬَﺎ ﻧَﺼْﺮٌ ﻣِّﻦ ﺍﻟﻠَّﻪِ ﻭَﻓَﺘْﺢٌ ﻗَﺮِﻳﺐٌ ﻭَﺑَﺸِّﺮِ ﺍﻟْﻤُﺆْﻣِﻨِﻴﻦَ

This is a part of the verse.... The Holy Quran says in Surah Saaf verse 13
Translation of this verse is:
 
“And also (He will give you) another (blessing)
which you love, “Victory comes from Allah and success is near.” 
 
And give glad tidings to the believers”
 
Related by Abu Hurayrah (Radiallahu anhu): The
Prophet Muhammad (Sallallahu alaihi wasallam)
said:
 
“(Armies carrying) black flags will come from
Khurasan (Afghanistan). No power will be able to
stop them and they will finally reach Al Quds
(Jerusalem) where they will erect their
flags.” [Tirmidhi]
 
 

Nasruminallah wa fathun qareeb meaning in english

"Victory comes from Allah and success is near."

Nasruminallah wa fathun qareeb meaning in english

Nasruminallah wa fathun qareeb in arabic

Nasruminallah wa fathun qareeb in arabic

Nasruminallah wa fathun qareeb in arabic with Translation

Nasruminallah wa fathun qareeb in arabic with Translation

Nasruminallah wa fathun qareeb Translation in Hindi

Nasruminallah wa fathun qareeb Translation in Hindi, nasruminallah wa fathun qareeb meaning in hindi

Nasruminallah wa fathun qareeb Translation in Urdu

Nasruminallah wa fathun qareeb in arabic with Urdu Translation
  1. Badqismati Se Nijat: Is dua ko kasrat se padhne se buray qismat aur musibaton se nijat milti hai aur Allah ki madad hasil hoti hai.

  2. Shaitan Aur Bure Asrat Se Hifazat: Iss dua ko padhne se shaitan aur bure asrat se hifazat milti hai.

  3. Nafs Ki Tarbiyat: Is dua ke zariye insan apne nafs ki tarbiyat karta hai aur gunaho se bachne ka irada karta hai.

  4. Sabr Aur Qabooliyat: Is dua ko padhne se insan ko sabr aur qabooliyat milti hai, aur uski mushkilat asan ho jati hain.

  5. Aakhirat Ki Kamyabi: Iss dua padhne se akhirat ki kamyabi aur jannat milne ki ummid milti hai.

  6. Zindagi Mein Khushiyon Ka Izhar: Is dua ko padhne se zindagi mein khushiyon ka izhar hota hai aur dil mein sukoon aur shadmani paida hoti hai.

  7. Muhabbat Aur Ta’alluqat Ki Bulandiyon Tak Pahunchna: Iss dua ke amal se muhabbat aur ta’alluqat mein izafa hota hai aur rishte aur dostiyan mazboot hoti hain.

  8. Ache Akhlaq Ki Tarbiyat: Is dua ko padhne se insan ke akhlaq sudhar jate hain aur uska dil mehman nawazi aur meherbani se bharta hai.

Note: Iss dua ko padhne ke liye Islamic scholars ya Maulana ki rehnumai lena zaroori hai aur dua ke sahi tarika aur tafsir par amal karna chahiye.

FAQs

Here are some potential benefits or meanings associated with this verses:

  • Strengthening of Faith
  • Inspiration
  • Hope
  • Reminder of Ultimate Victory
  • Protection

Overall, reciting "Nasruminallah wa fathun qareeb" can be a powerful way to connect with Allah and seek His help and support in times of need.

 

Surah as-Saf  (61:13)

"Victory comes from Allah and success is near."

surah as-Saf  -  61:13
 
 
Sharing Is Caring:

Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.

1 thought on “Nasruminallah Wa Fathun Qareeb (Meaninig) In Hindi, & English 2024”

Leave a Comment