Naat | Qadri Astana Salamat Rahe |
---|---|
Reciter | Hafiz Bilal Raza Qadri |
Video By | Tayyiba Production |
Table of Contents
Overview
Assalamu Alaikum, Nazreen! To iss article me hum aapko dene wale hai “Qadri Astana Salamat Rahe Lyrics”.
Is Naat me Qadri Astana, yaani Sarkar Ghous-e-Azam Sheikh Abdul Qadir Jilani رحمۃ اللہ علیہ کے astana ya dargah ki salamati ki dua ki ja rahi hai.
Is Naat me dua ki jati hai ke Qadri Astana, jahan Ghous-e-Azam رحمۃ اللہ علیہ rehte hain, hamesha salamat rahe.
Qadri Astana Salamat Rahe Lyrics me is dua ke zariye unki rohaniyat, qurbat, aur mohabbat ka zikr kiya ja raha hai. Iss Lyrics me aapko is dua ke ehsaasat se rubaru karate hain.
To ab hum aapko dikhate hai Qadri Astana Salamat Rahe Lyrics In Hindi, Urdu & English.
Qadri Astana Salamat Rahe Lyrics In English
Qadri Aastana Salaamat Rahe
Mustafa Ka Gharana Salaamat Rahe
Pal Rahe Hain Jahaan Se Ye Dono Jahaan
Wo Sakhi Aastana Salaamat Rahe
Dard Mandon Sar Par Hai Saya Figan
Aap Ka Shahmiyana Salaamat Rahe
Tum Se Mansoob Hai Zindagi Ka Nisaab
Hashr Tak Ye Fasana Salaamat Rahe
Ye Nakirain Bole Mujhe Qabr Main
Mustafa Ka Dewana Salaamat Rahe
Hukum Tha Ke Aada Ho Namazein Pachas
Aapka Aana Jana Salaamat Rahe
Jisne Ta’aseer Ki Khatm-e-Ta’aseer Ki
Wo Nabi Ka Deewana Salaamat Rahe
Jinke Chehre The Ghumgeen Khush Hogaye
Aapka Muskurana Salaamat Rahe
Hai Qayamat Talak Har Zamana Tera
Tera Har Ik Zamana Salamat Rahe
Etrat-E-Fatima Par Ujaagar Nisaar
Syeda Ka Gharana Salaamat Rahe
Qadri Astana Salamat Rahe Lyrics In Hindi
क़ादरी आस्ताना सलामत रहे
मुस्तफ़ा का घराना सलामत रहे
पल रहे हैं जहाँ से ये दोनों जहाँ
वो सख़ी आस्ताना सलामत रहे
पल रहे हैं जहाँ से ये शाह-ओ-गदा
वो सख़ी आस्ताना सलामत रहे
दर्दमंदों के सर पर है साया-फ़िगन
आप का शामियाना सलामत रहे
तुम से मंसूब है ज़िंदगी का निसाब
हश्र तक ये फ़साना सलामत रहे
ये नकीरैन बोले मुझे क़ब्र में
मुस्तफ़ा का दीवाना सलामत रहे
हुक्म था कि अदा हों नमाज़ें पचास
आप का आना-जाना सलामत रहे
है क़यामत तलक हर ज़माना तेरा
तेरा हर इक ज़माना सलामत रहे
जिनके चेहरे थे ग़मगीन, ख़ुश हो गए
आपका मुस्कुराना सलामत रहे
‘इत्रत-ए-फ़ातिमा पर उजागर निसार
सय्यिदा का घराना सलामत रहे
Qadri Astana Salamat Rahe Lyrics In Urdu
قادری آستانہ سلامت رہے
مصطفی کا گھرانا سلامت رہے
پل رہے ہیں جہاں سے یہ دونوں جہاں
وہ ساقی آستانہ سلامت رہے
حکم تھا كے ادا ہو نمازیں پچاس
آپکا آنا جانا سلامت رہے
جس نے ٹا ’ اسیر کی ختم ٹا اسیر کی
وہ نبی کا دیوانہ سلامت رہے
یترات فاطمہ پر اُجاگَر نثار
سعیدہ کا گھرانا سلامت رہے
دَرْد مندوں سَر پر ہے سایہ فگن
آپ کا شاحمیانا سلامت رہے
تم سے منسوب ہے زندگی کا نصاب
حشر تک یہ فسانہ سلامت رہے
یہ ناکیریں بولے مجھے قبر میں
مصطفی کا دیوانہ سلامت رہے
جنکے چہرے تھے غمگین خوش ہوگئے
آپکا مسکرانا سلامت رہے
Qadri Astana Salamat Rahe Lyrics Video
Qadri Astana Salamat Rahe MP3 Download
Qadri Astana Salamat Rahe Lyrics Ringtone Download
Mustafa Ka Gharana Salamat Rahe MP3 download
FAQs
Qadri aastana salamat rahe ka meaning " Qadri Astana, jahan Ghous-e-Azam رحمۃ اللہ علیہ rehte hain, hamesha salamat rahe". Is dua ke zariye unki rohaniyat, qurbat, aur mohabbat ka zikr kiya jata hai
"Qadri Astana Salamat Rahe Naat Lyrics" me Qadri Astana, Ghous-e-Azam Sheikh Abdul Qadir Jilani رحمۃ اللہ علیہ کے astana ki salamati ki dua shamil hai. Iss Lyrics me unki rohaniyat, qurbat, aur mohabbat ka zikr kiya jata hai.
Agar kam lafzo me bataya jaye to "Ghous-e-Azam Peero ke Peer ke Naam se jane jate hai".
Sufi silsila me inka sabse bada naam hai. Ghous-e-Azam ka Meaning hai "Sabse zyada madat karne wala Madadgaar". Ye ek aisi darjaat wale Peer hai jinhe puri duniya me janti aur manti hai. Sheikh Abdul Qadir Jilani (rehmatullahi alaih) Ghous-e-Azam ke pehle aur mashhoor naam hain. Ghous-e-Azam ki shan-o-shaukat, roohaniyat, aur madad ki qabiliyat ko hamesha ta'asir milti hai.
Unko aksar "Sultan-ul-Awliya" ya "Wali-e-Kamil" bhi kaha jata hai.
"Qadri Astana Salamat Rahe Naat Lyrics" ko Qadri Astana, Sheikh Abdul Qadir Jilani رحمۃ اللہ علیہ کے astana ya dargah par ja kar parha jata hai. Is Naat ko logon dwara astana ya dargah ke mahfilon me, aur khaas taur par urs mubarak ke mauqe par parhte hain.