Mureedi La Takhaf Full Meaning
مرُیدیِ لاَ تَخَفْ اللہُ رَبّیِ عَطَانیِ رِفعۃٌ نِلتُ المُنالیِ
MUREEDI LA TAKHAF ALLAHU RABBI
ATAANI RIFATAN NILTUL MANAALI
In Roman Urdu:- Aye Mere Mureed ! Khauf Na Kar Allah Ta’ala Mera Rabb Hai
Isne Mujhe Buland Maqam Diya Hai Aur Meine Sab Kuch Hasil Kar Liya Hai
In English:-Do Not Be frightened, My Disciple, Allah is My Sustainer He Has Granted Me The Status Through Which I Have Attained High Eminence. ~Peeran e Peer Sayyed Abdul Qadir Ghaus e Azam Mehboob e Subhani (رضي الله عنه)
La Takhaf Kis Ka Mashhoor Farman Hai Waah Kiya Shaan Hai Bil Yaqeen Wo Shehenshaah e Jeelaan Hai Waah Kiya Shaan Hai
Haq Diya Jis Ko Qudrat Ne Ailaan Ka Marhaba Marhaba ~Shehzada e Ghaus e Azam Peer Sayyed Naseeruddin Naseer (رحمۃ اللہ تعالٰی علیہ)
Mureedi La Takhaf Keh Kar Tasalli Di Ghulamo Ko
Qayamat Tak Rahe Be Khauf Banda Ghous E Azam Ka
اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلَی سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ عَلَی اٰلِ سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَ بَارِکْ وَ س٘لِّمْ