Abbas Mar Gaye Ali Akbar Juda Hua Lyrics (Read & Download) 2023
Table of Contents
Overview
Assalamu Alaikum Nazreen ! “Abbas Mar Gaye Ali Akbar Juda Hua Lyrics” ek noha hai jo mukhtalif nauha khawanon ke zariye paish kya jata hai.
Is noha lyics mein Hazrat Abbas (as) ki shahadat aur Hazrat Ali Akbar (as) ki judai ka dard bayan kia gaya hai.
Is noha mein ghamo aur afsos ke ehsaasat ko bayan karte hue, nauha khawan Hazrat Abbas (as) aur Hazrat Ali Akbar (as) ke shaheed hone ki dukh bhari kahani sunate hain.
Is noha ke alfaaz mein shaheedon ki qurbani aur Ahle Bait (as) ke zakhmon ka tasavvur hai.
Abbas Mar Gaye Ali Akbar Juda Hua Lyrics In English
Haye Hussain as Haye Hussain as Haye Hussain as Haye tanhai meri Haye tanhai meri Haye tanhai meri
Abbas mar gaye Ali akbar judda sun-hwa Hum se kisi ne yeh bhi nah poocha ke kya sun-hwa
Wa hasrata ke toot gayi hai meri kamar Wa gurbata ab aankhon se aata nahi nazar Jeeney ka ab juwaz hamaray nahi raha
Khaali ilm utha ke mein khaimay mein le gaya Laya hon tanha lasha hmshkl mstfe Gurbat pay meri hanstaa hai lashkar Yazid ka
Ghazi ke tukre dekh ke tukre sun-hwa jigar Daarhi safaid hogayi akbar ki laash par Ik do pehar mein hum pay sitam kaisa hogaya
Kehte hain ab bulayiyae imdaad ke liye Balow Hussain akbar o ghazi kahan gaye Dete hain taanay prse ke badlay yeh ashqiya
Socha tha mujh se aa ke kahin ge yeh kalma go Dono pursa dainay hum ayen hain aap ko Hasrat yeh le ke qabar mein mazloom jaye ga
Mar jaye gir kisi ka koi bhai ya pasar Uss ko dilasay dete hain aa aa ke sab bashar Haae magar hamari gareebi ki intahaa
Charon taraf hai teeron ki buhchar dekh lo Hum par sabhi uthaye hain talwar dekh lo Zainab batao ab kahan jaakar karen gilla
Khanjar taley bhi sheh ko takalum yahi tha gham Kitney ghareeb hogaye karb o bulaa mein hum Khanjar rawan tha parhte thay maula yeh marsia
Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.
Govandi, Maharashtra, India 400043