Kalam Title | Alwada alwada mahe ramzan |
---|---|
Reciter | Hafiz Ahmed Raza Qadri |
Video By | Ahmed Raza Qadri |
Overview
Assalamu Alaikum Nazreen ! “Alwada Alwada Mahe Ramzan Lyrics” ek naat hai, jo Ramzan mahine ki gujarne par afsos aur yaad-e-rafta ka izhar karti hai. Yeh naat logon ke dil mein Ramzan ki barkat, rohaniyat aur ibadat ke lamhon ka jazba aur ehsas jagaati hai.
“Alwada Alwada Mahe Ramzan Lyrics” ke bol Ramzan mahine ke husool-e-taqwa, rozedari, tilawat-e-Quran, aur duaon ke mahine ki yaad dilate hain. Is naat lyrics ke zariye log Ramzan ke mahine ki guzarne ke dard aur afsos ko bayan karte hain aur aakhri ashre ki rohaniyat ko yaad karte hain.
Yeh naat logon ke dil mein Ramzan mahine ki khushiyon aur barkaton ka jazba jagaati hai, aur unko is mahine ke muqaddas maqaam ki yaad dilati hai.
Alwada alwada mahe ramzan lyrics In English
Alwada Alwada Mahe Ramzan
Qalbe -Aashiq He Ab Para Para
Alwada Alwada Mahe Ramazan
Tere Aane Se Dil Khush Huwaa Tha
Aur Zoake -Ibadat Badhaa Tha
Aah Ab Dil Pe He Gam Ka Galbaa
Alwada Alwada Mahe-e-Ramazan
Naikiyan Kuchh Na Hum Kar Saken Hen
Aah Issiya Hi Me Din Katain Hen
Haaye Gaflat Main Tujh Ko Guzaara
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan
Koi Husn-e-Amal Na Kar Sakaa Hoo
Chand Ansoo Nazar Kar Rahaa Hoo
Yehi Hai Mera Kul Asasaaa
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan
Jub Guzar Jayenge Mah Giyaraa
Teri Aamad Ka Aamad ka Phir Shoor Hoga
Kiya Meri Zindagi Ka Bharosaa
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan
Bazm Iftar Sajti Thi Thi Kaisi
Khood Sehri Ki Ronak Bhi Hotee
Sub Sama Hogaya Suna Suna
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan
Yaad Ramzan Ki Tarpa Rahee Hai
Aansoo Ki Jarhee Lag Gayee He
Keh Raha Hai Har Aik Qatra
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan
Tere Diwane Sub Ke Sub Ro Rahe He
Muztarib Sub Ke Sub Ho Rahe He
Kaun Dega Inhe Ab Dilasa
Alwada Alwada Mahe Ramzan
Sag-e-ATTAR Badkar Qahil
Rah Gaya Yeh Ibadat Se Gaafil
Is Se khush Hoke Hona Rawana
Hum Sub Se Khush Hoke Hona Rawana
Alwada Alwada Mahe Ramzan
Aae Musalman Tho Zinda Rahoge
Is Mahiney Ko Phir Dekh Looge
Kiya Teri Zindagi Ka Bharoosaaa
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan
Saal-e-Ainda Shah-e-Haram Tum
Karna Hum Sub Par Yeh Karam Tum
Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana
Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana
Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana(AAMEEN)
Alwada Alwada Mah-e-Ramadan
Waasta Tujh Ko Meethey Nabi Ka
Hashr Mai Humko Mat Bhool Jana
Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana
Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana(Aameen)
Alwada Alwada Mah-e-Ramadan
Tum Pe Lakhoo Salam Mah-e-Ramzan
Tum Pe Lakhoo Salam Mah-e-Gufran
Jao Hafiz Khuda Ab Tumhara
Alwada Alwada Mah-e-Ramadan
Alwada Alwada Mahe Ramzan
Alwada alwada mahe ramzan lyrics In Hindi
अलविदा अलविदा माहे रमजान
कल्बे आशिक हे अब पारा पारा
अलविदा अलविदा माहे रमजान
तेरे आने से दिल खुश हुआ था
और ज़ोके इबादत बडा था
आह अब दिल पे हे गम का गलबा
अलविदा अलविदा माहे रमजान.
नेकिया कुछ न हम कर सके हे
अह इस्सियाहे में दिन कटे हे
हाय गफलत में तुझको गुज़ारा
अलविदा अलविदा माहे रमजान
कोई हुस्न अमल न कर सकी हु
चाँद आसू नज़र कर रही हु
यही हे मेरा कुल असासा
अलविदा अलविदा माहे रमजान
जब गुज़र जायेंगे माह ग्यारा
तेरी आमद का फिर शोर होगा
हे कहा ज़िन्दगी का भरोसा
अलविदा अलविदा माहे रमजान
बज्मे इफ्तार सजती थी केसी
खूब सहेरी कि रोनक भी होती
सब समां हो गया सुना सुना
अलविदा अलविदा माहे रमजान
याद रमजान की तरपा रही हे
आंसू की जरहे लग गयी हे
कह रहा हे हर एक कतरा
अलविदा अलविदा माहे रमजान
तेरे दीवाने सब के सब रो रहे हे
मुज़्तरिब सब के सब रो रहे हे
कौन देगा इन्हें अब दिलासा
अलविदा अलविदा माहे रमजान
में बदकार हु,में हु काहिल
रह गयी हु इबादत में गाफिल
मुझसे खुश होके होना रवाना
हमसे खुश होके होना रवाना
अलविदा अलविदा माहे रमजान
वास्ता तुझको प्यारे नबी (स.अ.व.) का
हशर में मुझे मत भूल जाना
हशर में हमें मत भूल जाना
रोज़े महशर मुझे बकशवाना
रोज़े महशर हमें बकशवाना
अलविदा अलविदा माहे रमजान
तुमपे लाखो सलाम माहे रमजान
तुमपे लाखो सलाम माहे गुफरान
जाओ हाफिज खुदा अब तुम्हारा
अलविदा अलविदा माहे रमजान
अलविदा अलविदा माहे रमजान
Alwada alwada mahe ramzan lyrics In Urdu
الودع الودع ماہ رمضان
قلب عاشق ہے اب پارہ پارہ
الودع الودع ماہ رمضان
کلفت ہجر و فرقت نے مارا
الودع الودع ماہ رمضان
تیرے آنے سے دل خوش ہوا تھا
اور ذوق عبادت بڑھا تھا
آہ! اب دل پہ ہے غم کا غلبہ
الوداع الوداع ماہ رمضان
تیری آمد یہ جو خوش ہو رخصت
پر کرے غم ملے اس کو جنت
یہ حدیث مبارک میں آیا
الودع الودع ماہ رمضان
مسجدوں میں بہار آگئی تھی
جوق در جوق آتے نمازی
ہو گیا کم نمازوں کا جذبہ
الودع الودع ماہ رمضان
بزم افطار سجتی تھی کسی !
خوب سحری کی رونق بھی ہوتی
سب سماں ہوگیا سونا سونا
الودع الودع ماہ رمضان
تیرے دیوانے اب رو رہے ہیں
مضطرب سب کے سب ہورہے ہیں
ہائے اب وقت رخصت ہے آیا
الودع الودع ماہ رمضان
تیرا غم سب کو تڑپا رہا ہے
آتش، شوق بھڑکا رہا ہے
پھٹ رہا ہے ترے غم میں سینہ
الودع الودع ماہ رمضان
یاد رمضان کی تڑپا رہی ہے
آنسوں کی جھڑی لگ گئی ہے
کہہ رہا ہے یہ ہر ایک قطرہ
الودع الودع ماہ رمضان
Alwada Alwada Mahe Ramzan official Video
Alwada alwada mahe ramzan mp3 download
FAQs
"Alwada Alwada Mahe Ramzan" ek naat hai jo Ramzan mahine ki guzrne par ada ki jati hai.
Hafiz Ahmed Raza Qadri
Naats, eik qisam ki Islami sha'iri hain jo Nabi Muhammad ﷺ ke ya dusre Islami shakhsiyat ke madh-e-nazar mein tilawat ya gaya jata hai.
Naats amuman Islami ikhtetamon aur moqeon par ada ki jati hain, aur ye musalmanon ke liye ek tareeqa hai apne iman ki mohabbat aur adab ka izhar karne ka.
1 thought on “Alwada alwada mahe ramzan lyrics In Hindi, Urdu & English”