Arshe Haq Hai Masnade Lyrics In Hindi, Urdu & English 2024

Arshe Haq Hai Masnade Lyrics
Naat Arsh e Haq Hai Masnad e Rifat Rasoolallah Ki
Reciter Owais Raza Qadri
Video By Al Noor Media Production

Table of Contents

Overview

Assalamu Alaikum Readers, Ye Naat Arshe Haq Hai Masnade Lyrics Rasoolullah ﷺ ke hawale se mahabbat aur izzat ka izhar karti hai. Is mein unke fazl-o-karam, taqwa aur rehmaton ka zikr hai.

Shayar iss Naat Lyrics mein Wahhabiyon ki gustakhiyan aur unke ghalt fehmiyon ko bayan karte hue, Ahle Sunnat wal Jamaat ke imaan aur mohabbat ko paish karte hain.

Shaayar ne Rasoolullah ki shan mein tazimi shaayari ki hai aur unki mahabbat aur izzat ki ahmiyat ko wazeh kiya hai. Is shaayari ka maqsad unki shaan mein mohabbat aur tazimi izhar karna hai aur unke asoolon aur sunnat par amal karne ki talqeen karna hai.

Arshe Haq Hai Masnade Naat Lyrics In English

Arshe Haq Hai Masnade Rif’At Rasoolullah ﷺ Ki
Dekhni Hai Hashr Me Izzat Rasoolullah ﷺ Ki

Qabr Me Leraayenge Ta Hasr Chashme Noor Ke
Jalwah Farma Hogi Jab Tal’At Rasoolullah ﷺ Ki

Laawarabbil Arsh Jisko Jo Mila Unse Mila
Bat’Ti He Kownain Me Ne’Mat Rasoolullah ﷺ Ki

Wo Jahannum Me Gayajo Unse Mustaghni Huwa
Hai Khalleelullah Ko Haajat Rasoolullah ﷺ Ki

Sooraj Ulthe Paaw Palthe Chaand Ishaare Se Ho Chaak
Andhe Najdi Dekhle Qudrat Rasoolullah ﷺ Ki

Tujhse Aur Jannat Se Kya Matlab Wahabi Door Ho
Hum Rasoolullah Ke, Jannat Rasoolullah ﷺ Ki

Zikr Roke Fazl Kaate Naqs Ka Juyaa’n Rahe
Fir Kahe Mardak Ke Hun Umamt Rasoolullah ﷺ Ki

Najdi Usne Mohlat Did Ki Is Aa’lam Me Hai,
Kafiro Murtad Pe Bhi Rahmat Rasoolullah ﷺ Ki.

Hum Bhikaari Wo Kareem, Unka Khudaa Unse Fizoo
Aur Naa Kehna Nahee Aadat Rasoolullah ﷺ Ki

Ahle Sunnat Ka He Bera Paar Ashaabe Rasool
Najm He Aur Naav Hai Itrat Rasoolullah ﷺ Ki

Khaak Ho Kar Ishq Me Aaram Se Sona Mila
Jaan ki Ekseer Hai Ulfat Rasoolullah ﷺ Ki

Toot Jaayenge Gunaahgaro Ke Fawran Qaid-O-Bund
Hashr Ko Khuljaaegi Taaqat Rasoolullah ﷺ Ki

Ya Rabb Ik Saa’At Me Dhul Jaa-E Siyaahkaro Ke Jurm
Josh Par Aajaaye Ab Rehmat Rasoolullah ﷺ Ki

Hai Gule Baage Qudus Rukhsaare Zaiba e Huzoor
Sarwe Gulzare Qidam Qamat Rasoolullah ﷺ Ki

Ae Raza Khud Saahibe Quraan Hai Mud’Daahe Huzoor
Tujhse Kab Mumkin He Phir Midhat Rasoolullah ﷺ Ki

Arshe Haq Hai Masnade Naat Lyrics In English

Arshe Haq Hai Masnade Lyrics In Hindi

अर्श हक़ है मसनद ए रिफ’अत रसूलुल्लाह ﷺ की
देखनी है हश्र में इज्ज़त रसूलुल्लाह ﷺ की

क़ब्र में लहराएंगे ता हश्र चश्मे नूर के
जलवा फरमा होगी कब तल ‘अत रसूलुल्लाह ﷺ की

लावा रब्बिल अर्श जिसको जो मिला उनसे मिला
बटती है को नैन में ने’ मत रसूलुल्लाह ﷺ की

वो जहन्नम में गया जो उनसे मुस्तग्नि हुआ
है खलीलुल्लाह को हाजत रसूलुल्लाह ﷺ की

सूरज उल्टे पांव पलटे चांद इशारे से हो चाक
अंधे नज्दी देख ले कुदरत रसूलुल्लाह ﷺ की

तुझसे और जन्नत से क्या मतलब वहाबी दूर हो
हम रसूलुल्लाह ﷺ के जन्नत रसूलुल्लाह ﷺ की

ज़िक्र रोके फज्ल काटे नक्स का जुया रहे
फिर कहे मरदक के हूं उम्मत रसूलुल्लाह ﷺ की

नजदी उसने तुझको मोहलत दी की इस आलम में है
काफिरों मुर्तद पे भी रहमत रसूलुल्लाह ﷺ की

हम भिकारी वो करीम उनका खुदा उनसे फजू
और न कहना नहीं आदत रसूलुल्लाह ﷺ की

अहले सुन्नत का है बेड़ा पार अस हाबे हुज़ूर
नज्म है और नाव है इतरत रसूलुल्लाह ﷺ की

ख़ाक हो कर इश्क में आराम से सोना मिला
जान की एकसीर है उल्फत रसूलुल्लाह ﷺ की

टूट जाएंगे गुनाहगारों के फौरन कैदो बंद
हश्र को खुल जायेगी ताक़त रसूलुल्लाह ﷺ की

या रब एक सा’ अत में धूल जाएं सियाहकारो के जुर्म
जोश में आ जाए अब रहमत रसूलुल्लाह ﷺ की

है गुले बागे कुदुस रूख सार ए जैबा ए हुज़ूर
सर्वे गुलजारे किदम क़ामत रसूलुल्लाह ﷺ की

ऐ रज़ा खुद साहिबे कुरआन है मद्दाहे हुज़ूर
तुझ से कब मुम्कन है फिर मीदहत रसूलुल्लाह ﷺ की

Arshe Haq Hai Masnade Lyrics In Hindi

Arsh Haq Hai Masnad e Rif’at Rasoolullah ﷺ Ki Naat Lyrics In Urdu


عرشِ حق ہے مسندِ رِفعت رسول اللہ کی
دیکھنی ہے حشر میں عزّت رسول اللہ کی

قبر میں لہرائیں گے تا حشر چشمے نُور کے
جلوہ فرما ہوگی جب طلعت رسول اللہ کی

کافروں پر تیغِ والا سے گِری برقِ غضب
اَبر آسا چھا گئی ہیبت رسول اللہ کی

لَا وَرَبِّ الْعَرْش جس کو جو مِلا ان سے ملا
بٹتی ہے کونین میں نعمت رسول اللہ کی

وہ جہنم میں گیا جو اُن سے مستغنی ہوا
ہے خلیل اللہ کو حاجت رسول اللہ کی

سُورج اُلٹے پاؤں پلٹے چاند اِشارے سے ہو چاک
اندھے نجدی دیکھ لے قدرت رسول اللہ کی

تجھ سے اور جنّت سے کیا مطلب وہابی دُور ہو
ہم رسول اللہ کے جنّت رسول اللہ کی

ذِکر روکے فضل کاٹے نقص کا جویاں رہے
پھر کہے مردک کہ ہوں امّت رسول اللہ کی

نجدی اُس نے تجھ کو مہلت دی کہ اس عالم میں ہے
کافر و مرتَد پہ بھی رحمت رسول اللہ کی

ہم بھکاری وہ کریم اُن کا خدا اُن سے فُزُوں
اور نا کہنا نہیں عادت رسول اللہ کی

اہلِ سنّت کا ہے بیڑا پار اَصحابِ حضور
نجم ہیں اور ناؤ ہے عترت رسول اللہ کی

خاک ہو کر عشق میں آرام سے سونا مِلا
جان کی اِکسیر ہے اُلفت رسول اللہ کی

ٹُوٹ جائیں گے گنہگاروں کے فوراً قید و بند
حشر کو کھل جائے گی طاقت رسول اللہ کی

یاربّ اِک ساعت میں دُھل جائیں سیہ کاروں کے جرم
جوش میں آجائے اب رحمت رسول اللہ کی

ہے گل باغ قُدُس رُخسارِ زَیبائے حضور!
سر وِ گلزارِ قدم قامت رسول اللہ کی

اے رضاؔ خود صاحبِ قرآں ہے مَدَّاحِ حضور
تجھ سے کب ممکن ہے پھر مِدحت رسول اللہ کی

Arsh Haq Hai Masnad e Rif’at Rasoolullah Ki Naat Lyrics In Urdu, arsh haq hai masnade lyrics in urdu

Arshe Haq Hai Masnade Lyrics Naat Video

Arshe Haq Hay Masnade Rifat Rasoolalah Ki MP3 Download

FAQs

Arshe haq hai masnade lyrics naat ka maqsad Nabi ﷺ ke izzat-o-shaan mein mohabbat aur tazimi izhar karna hai. Is ke zariye log unke fazl-o-karam aur rehmaton ka zikr karte hain.

Ye Naat Ahmad Raza Khan Ne Likhi Hai

Haan, is naat mein Nabi ﷺ ki mahabbat aur unke asoolon par amal karne ki talqeen ki gayi hai. Is ke zariye logon ko unki shaan mein mohabbat aur izzat ka izhar karne ki talqeen hoti hai.

 
 
Sharing Is Caring:

Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.

Leave a Comment