Chamak Tujhse Pate Hain Sab Pane Wale Lyrics (Read & Download) 2023
Table of Contents
Overview
Assalamu Alaikum Nazreen ! “Chamak Tujhse Pate Hain Sab Pane Wale Lyrics” – Ye Naat ek gehra ehsas aur muhabbat ke sath, Allah aur paighambar Muhammad (صلى الله عليه وسلم) ki shan o shaukat ka izhar karta hai.
Shahadat aur ishq e Mustafa (صلى الله عليه وسلم) ki talqeen, is Naat Lyrics mein khubsurat alfaz mein ki gayi hai. Is nazm mein shairana andaz mein bayan kiya gaya hai ke kaise Allah ki rehmat aur paighambar (صلى الله عليه وسلم) ki shafa’at sab kuch badal deti hai. Chaliye, is nazm ka mukhtasar tanqeedi mutala karte hain.
Chamak Tujhse Pate Hain Sab Pane Wale Lyrics In English
Chamak Tujhse Paate Hain Sab Paane Waale Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Waale
Barasta Nahi Dekh Kar Abr E Rehmat Badoo(n) Par Bhi Barsa De Barsane Waale
Madine Ke Khitte Khuda Tujhko Rakhhe Ghareebo Faqeero Ke Thehrane Waale
Tu Zinda Hai WALLAH Tu Zinda Hai WALLAH Mere Chashme Aalam Se Chup Jaane Waale
Me Mujrim Hu AAQA Mujhe Saath Le Lo Ke Raste Me Hai Jaa Baja Thane Waale
Haram Ki Zamee(n) Aur Qadam Rakh Ke Chalna Are Sar Ka Mouqa Hai O Jaane Waale
Chal Uth Zabah Farsa Ho Saaki Ke Dar Par Dar E Jood Hai Mere Mastane Waale
Tera Khaye Tere Ghulamo Se Uljhe Hai Munkir Ajab Khaane Gurrane Waale
Rahega Yu Hi Unka Charcha Rahega Pade Khaaq Ho Jaye Jal Jaane Waale
Ab Aayi Shafa’at Ki Sa’at Ab Aayi Zara Chain Le Mere Ghabhrane Waale
Raza Nafs Dushman Hai Dumme Na Aana Kaha Tumne Dekhe Hai Chandrane Waale
Chamak Tujhse Pate Hain Sab Pane Wale Lyrics In Hindi
चमक तुझसे पाते हैं सब पाने वाले मेरा दिल भी चमका दे चमकाने वाले
बरसता नहीं देख कर अबरे रहमत बदों पर भी बरसा दे बरसाने वाले
मदीने के ख़ित्ते ख़ुदा तझको रक्खे ग़रीबों फ़क़ीरों के ठहराने वाले
तू ज़िन्दा है वल्लाह, तू ज़िन्दा है वल्लाह मेरे चश्मे आलम से छुप जाने वाले
मैं मुजरिम हूँ आक़ा मुझे साथ ले लो कि रस्ते में हैं जा-बजा थाने वाले
हरम की ज़मीं और क़दम रख के चलना अरे सर का मौक़ा है ओ जाने वाले
चल उठ जिब्ह फ़रसा हो साक़ी के दर पर दरे जूद, ऐ मेरे मस्ताने वाले
तेरा ख़ायें तेरे ग़ुलामो से उलझें हैं मुनकिर अज़ब खाने गुर्राने वाले
तेरा ख़ायें तेरे ग़ुलामो से उलझें हैं मुनकिर अज़ब खाने गुर्राने वाले
अब आई श़फाअ़त की साअ़त अब आई ज़रा चैन ले मेरे घबराने वाले
रज़ा नफ़्स दुश्मन है दम में न आना कहां तुमने देखें हैं चन्दराने वाले
Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.
Govandi, Maharashtra, India 400043