Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar Lyrics In Urdu & English

Hamne aankho se dekha nahi hai magar lyrics
Kalam Title Humne Ankhoon Se
Reciter Abu Ubayda
Artist Abu Ubayda
Releasing on Feb 1, 2023

Table of Contents

Overview

Assalamu Alaikum Nazreen ! Iss naat ke alfaaz “Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar Lyrics” hain jo ke Allah Ta’ala ki tareef aur hamari aankhon ki nahi par dil ki roohani nazar ke baare mein bayan karte hain.

Iss naat ki shaa’iri bahut khubsurat hai jo sunne walay ke dil ko choo jaati hain aur uss ko mohabbat ki bulandiyon tak pohancha deti hain.

Iss naat lyrics me  dil ki nazar ki qeemat ko samajhne ke liye bahut khoobsurat hain aur Allah Ta’ala ki fazal-o-karam aur rehmat ke liye shukr guzaar honay ka izhar karti hain.

Hamne aankho se dekha nahi hai magar lyrics In English

 
Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai

Hai Nazar mein Jamaale Habibe Khuda
Unki Tasweer Seene mein Maujud hai
Jisne laakar Kalaame Ilaahi diya
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai

Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar
Unki Tasweer seene mein maujood hai
Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai

Phool khilte hein pad kar ke Salle Ala
Jhoom kar keh rahi hai ye baad-e-sabaa
Aisi Khushbu Chaman ke Ghulon mein kahaa.n
Jo Nabi ke Pasine mein Moujud hai

Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar
Unki Tasweer seene mein maujood hai
Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai

Chhodna Tera Taybah gawaara nahi.n
Saari Duniya mein Aisa Nazaara nahin
Aisa Manzar Zamaane ne dekha nahin
Jaisa Manzar Madine mein Moujud hai

Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar
Unki Tasweer seene mein moujud hai
Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai

Hamne maana ke Jannat bahot hai hasee.n
Chhod kar Ham Madina na jaye.n kahi.n
Yun to Jannat mein sab hai Madina nahi.n
Aur Jannat Madine me.n Moujud hai

Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar
Unki Tasweer seene mein moujud hai
Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai

Be-sahaaron ko seene se lipta liya
Jisne Jo Maanaga Usko ata kar diya
Wo Fakiron ke Afsar Shahe Ambiya
Wo Shahenshah Madine mein Maujud hai

Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar
Unki Tasweer seene mein moujud hai
Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai

Hamne aankho se dekha nahi hai magar lyrics In English

Hamne aankho se dekha nahi hai magar lyrics In Hindi

हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है

हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनका जलवा तो सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है

है नज़र में जमाले हबीबे खुदा
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने लाके कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है

हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है

फूल खिलते हैं पढ़ कर के सल्ले अला
झूम कर कह रही है ये बागे सबा
ऐसी खुशबु चमन के गुलों में नहीं
जो नबी के पसीने में मौजूद है

हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है

छोड़ना तेरा तयबह गवारा नहीं
सारे आलम में ऐसा नज़ारा नहीं
ऐसा मंज़र ज़माने में देखा नहीं
जैसा मंज़र मदीने में मौजूद है

हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है

हमने माना के जन्नत बहोत है हसीं
छोड़ कर हम मदीना न जाएँ कहीं
यूँ जो जन्नत में सब है मदीना नहीं
और जन्नत मदीने में मौजूद है

हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है

बेसहारों को सीने में लिपटा लिया
जिसने जो माँगा उसको अता कर दिया
वो फकीरों के अफसर शहे अम्बिया
वो शहंशाह मदीने में मौजूद है

हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है

Hamne aankho se dekha nahi hai magar lyrics In Urdu

ہمنے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر
انکا جلوہ تو سینے میں مَوجُود ہے
جسنے لاکر کلام اِلٰہی دیا
وو محمّد مدینے میں مَوجُود ہے

ہے نظر میں جمال حبیبِ خدا
انکی تَسوِیر سینے میں مَوجُود ہے
جسنے لاکر کلام اِلٰہی دیا
وو محمّد مدینے میں مَوجُود ہے

پُھول کھلتے ہیں پڑ کر کے صلّ عَلا
جھوم کر کہ رہی ہے یہ باغ صبا
ایسی خوشبو چمن کے گلوں میں نہیں
جو نبی کے پسینے میں مَوجُود ہے

چھوڑنا تیرا طیبہ گوارا نہیں
سارے عالَم میں ایسا نَظارا نہیں
ایسا منظر زمانے میں دیکھا نہیں
جیسا منظر مدینے میں مَوجُود ہے

ہمنے مانا کے جنّت بھوت ہے حسیں
چھوڑ کر ہم مدینہ نہ جائیں کہیں
یوں تو جنّت میں سب ہے مدینہ نہیں
اور جنّت مدینے میں مَوجُود ہے

بے سہاروں کو سِینے میں لپٹا لیا
جسنے جو مانگا اسکو اتا کر دیا
وہ فقیروں کے افسر شھ اَمْبِیا
وہ شَہَنْشَہ مدینے میں مَوجُود ہے

Hamne aankho se dekha nahi hai magar lyrics In Urdu

Hamne aankho se dekha nahi hai magar lyrics Video

Humne aankhon se dekha nahi hai magar naat mp3 download

Humne aankhon se dekha nahi hai magar naat ringtone

FAQs

Allah Ta'ala ki tareef aur hamari dil ki roohani nazar ke baare mein bayan karta hai.

Ye naat qawwali ki andaz mein padhi jaati hai.

Islamwala.com visit kare aapko full lyrics mil jayegi.

Sharing Is Caring:

Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.

4 thoughts on “Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar Lyrics In Urdu & English”

  1. It’s hard to come by educated people in this particular subject, but you seem like you know what you’re talking about!
    Thanks

    Reply

Leave a Comment