Ja Zindagi Madine Se Lyrics In Urdu, Hindi & English (Read & Download)
Table of Contents
Overview
Assalamu Alaikum Nazreen ! “Ja Zindagi Madine Se Lyrics” ye ek khubsurat Naat hai jo Madine ki khushboo, hawaein aur Nabi Muhammad صلى الله عليه وسلم ki tareefon par mabni hai.
Is Naat Lyrics mein shayar apni zindagi ko Madine se juda hokar dekhta hai, aur apne dil ki gehraiyon se Nabi صلى الله عليه وسلم ki muhabbat ka izhar karta hai. Har sher mein, shayar apne dil ki gehraiyon se bayan karta hai ki woh kitna bechain hai apne Habib ki talash mein.
Ja Zindagi Madine Se Lyrics In English
Ja Zindagi Madine se jhonke hawa ke la shayad huzoor ham se khafa hain mana ke la
Sajdo me girgira ke Muhammad ke pao par Ja jald rahmate haq ke bula ke la shayad huzoor ham se khafa hain mana ke la
Kuch ham bhi apna chehra e batin sawar le Abubakar se kuch aaiene ishq o wafa ke la shayad huzoor ham se khafa hain mana ke la
Dunya bohat he tangi Muslaman pe ho gayi Farooq ke zamana ka Naqsha utha ke la shayad huzoor ham se khafa hain mana ke la
Mahroom kr dya hai hame jis se nigah ne Usman se wo zaviye sharm o haya ke la
Magrib ma mara mara na phir ae gada e ilm Derwaz e Ali se ye kharat ja ke la shayad huzoor ham se khafa hain mana ke la
Batil se dub rhi hai phir ummat Rasool ki Manzar zara Hussain se phir Karbala ke la shayad huzoor ham se khafa hain mana ke la
Kis muh se pesh ho ga Muzaffar Huzoor Haq Is ko Shaheed Uswa e Aaqa Bana ke la shayad huzoor ham se khafa hain mana ke la
Ja Zindagi Madine Se Lyrics In Hindi
जा जिंदगी, मदीने से झोंके हवा के ला शायद हुज़ूर हम से ख़फा हैं माना के ला
सजदों में गिरगिरा के, मुहम्मद के पाओं पर जा, जल्द रहमते हक के बुला के ला शायद हुज़ूर हम से ख़फा हैं माना के ला
कुछ हम भी अपना चेहरा-ए-बातिन सवार ले अबुबकर से कुछ आईने इश्क ओ वफ़ा के ला शायद हुज़ूर हम से ख़फा हैं माना के ला
दुनिया बहुत ही तंगी मुस्लिमान पे हो गई फ़ारूक़ के ज़माना का नक़्शा उठा के ला शायद हुज़ूर हम से ख़फा हैं माना के ला
महरूम कर दिया है हमें जिस से निगाह ने उस्मान से वो ज़विए शर्म ओ हया के ला
मग़्रिब में मारा-मारा ना फिर ऐ ग़दा-ए-इल्म दरवाज़े अली से ये ख़रात जा के ला शायद हुज़ूर हम से ख़फा हैं माना के ला
बातिल से डूब रही है फिर उम्मत रसूल की मंज़र ज़रा हुसैन से, फिर कर्बला के ला शायद हुज़ूर हम से ख़फा हैं माना के ला
किस मुंह से पेश होगा मुज़फ़्फ़र हुज़ूर हक़ इस को शहीद, उस्वा-ए-आक़ा बना के ला शायद हुज़ूर हम से ख़फा हैं माना के ला
Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.
Govandi, Maharashtra, India 400043