Lou Madine Ki Tajalli Se Lagaye Huye Hain Lyrics In Urdu, Hindi & English 2023
Table of Contents
Overview
Assalamu Alaikum Nazreen ! “Lou Madine Ki Tajalli Se Lagaye Huye Hain Lyrics” naat ka maqsad Madine Sharif ki tajalli aur nooraniyat ko bayan karna hai.
Is naat lyrics mein bayan kiya gaya hai ke kaise Muhammad (صلى الله عليه وسلم) ke aane se sab kuch roshan aur noorani ho gaya.
Yeh kalaam ek roshni aur umeed ka payaam pesh karta hai jo Nabi (صلى الله عليه وسلم) ke aane se aaya. Is naat mein unke aane ki mithaas aur unki shaan o shaukat ka zikr kiya gaya hai.
Lou Madine Ki Tajalli Se Lagaye Huye Hain Lyrics In English
Lou Madine Ki Tajalli Se Lagaye Huye Hain Dil Ko Hum Matla E Anwaar Banaye Huye Hain
Kashtiya Apni Kinaare Se Lagaye Huye Hain Wo Kya Doobe Jo Muhammad Ki Tiraye Huye Hain
Sharm E Isyaan Se Nahi Saamne Jaaya Jaata Ye Bhi Kya Kam Hai Tere Shehar Mein Aaye Huye Hain
Ik Jhalak Aaj Dikha Ghumbad E Khazra Ke Makee Kuch Bhi Hain Door Se Deedar Ko Aaye Huye Hain
Qabr Ki Neend Se Uthna Koyi Aasaan Na Tha Hum To Mehshar Mein Unhe Dekhne Aaye Huye Hain
Naam Aate Hi Abu Bakro Umar Ka Lab Par Kyu Bigadta Hai Wo Pehlu Mein Sulaye Huye Hain
Haazir O Naazir O Noor O Bashar O Ghaib Ko Chor Shukr Kar Wo Tere Aybo Ko Chupaye Huye Hain
Kyu Na Palla Tere A’amal Ka Bhari Ho Naseer Ab To Meezan Pe Sarkaar Bhi Aaye Huye Hain
Lou Madine Ki Tajalli Se Lagaye Huye Hain Lyrics In Hindi
लौ मदीने की तजल्ली से लगाए हुए हैं दिल को हम मतलए अनवार बनाए हुए हैं
एक जलक आज दिखा गुम्बद-ए-ख़ज़रा के मकीं कुछ भी हैं दूर से दीदार को आए हुए हैं
सर पे रख दीजिए ज़रा दस्त-ए-तसल्ली आक़ा ग़म से मारे हैं, ज़माने के सताए हुए हैं
नाम किस मुँह से लें के तेरे कहलाएं तेरी निस्बत के तक़ाज़ों को भुलाए हुए हैं
घट गया है तेरी तअलीम से रिस्ता अपना ग़ैर के साथ रह-रस्म बढ़ाए हुए हैं
शर्म-ए-इस्यां से नहीं सामने जाया जाता ये भी क्या कम है तेरे शहर में आए हुए हैं
तेरी निस्बत ही तो है जिस की बदौलत हम लोग कुफ्र के दौर में ईमान बचाए हुए हैं
काश दीवाना बनालें वो हमें भी अपना एक दुनिया को जो दीवाना बनाए हुए हैं
अल्लाह अल्लाह मदीने पे ये जल्वों की फ़वार बारिश-ए-नूर में सब लोग नहाए हुए हैं
क्यों न पलड़ा तेरे आ’माल का भारी हो नसीर अब तो मीज़ान पे सरकार भी आए हुए हैं
Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.
Govandi, Maharashtra, India 400043