Noha | Maula Muhammad |
---|---|
Reciter | Ali Jee, Nadeem Sarwar & Ali Shanawar |
Video By | Nadeem Sarwar |
Table of Contents
Overview
Assalamu Alaikum Nazreen ! Maula Muhammad ke naam se jude Noha aur Naate aam taur par musalmano mein bahut pasand kiye jaate hain.
Inke lyrics mein Allah ke Rasool Hazrat Muhammad (SAW) ki shaan-o-shaukat aur khubsoorti ka zikr kiya jata hai.
Yeh Noha aur naate na sirf islamic gatherings mein sunaye jaate hain balki online platforms par bhi kaafi popular hain.
Maula Muhammad ke lyrics ko padh kar aur sun kar logon ke dilon mein allah aur rasool ki muhabbat aur izzat aur bhi gehri ho jaati hai.
Maula Muhammad lyrics In Englsh
Mustafa Mustafa Mustafa Mustafa (SAW)
Aaqa aaqa ya shahe madina
Wallah wallah manam aashiko shaida
Maula Muhammad Maula Muhammad
Maula Muhammad Maula Muhammad
Aaqa aaqa ya shahe madina
Wallah wallah manam aashiko shaida
Maula Muhammad Maula Muhammad
Maula Muhammad Maula Muhammad
Allah ke mehboob hai pyare hai muhammad
kaunain ki aankho ke sitare hai Muhammad
Ye naaz hai hamko ki hamare hai Muhammad
Nabi Allah, Habib Allah, Rahamtullah,Rasoolallah
Aaqa nabi hamare, Salle Aala sahare Sara jahan Pukare
Maula Muhammad Maula Muhammad
Maula Muhammad Maula Muhammad
Dil ka sahara hai, Jag ka ujala hai, pyaro se pyare rasoolallah
Achho se achhe hai, Uncho se unche hai, aaqa hamare rasoolallah
Maula Muhammad Maula Muhammad
Maula Muhammad Maula Muhammad
Sarkar ne bando ko khuda se hai milaya
Insan ko jine ka salika hai sikhaya
Dil dil se mila hai gale sabko lagaya -2
Allah Allah, Shahe wala nahi dekha aap jaisa
Aaqa nabi hamare, Salle Aala sahare Sara jahan Pukare
Maula Muhammad Maula Muhammad
Maula Muhammad Maula Muhammad
Aaqa aaqa ya shahe madina
Wallah wallah manam aashiko shaida
Ya nabi ya nabi mere hajat rawa ya nabi -2
Sarkar ke jo ishaq me sarshar huwa hai
Hasnain ke nana se jise pyar huwa hai
Jo inke gharane ka wafadar huwa hai
Roza e nabi ka jise didar huwa hai
Har hal me jannat ka haqdar huwa hai-2
Ye aqidah Ye bharosha, Ye wazifa Hai Hamara
Aaqa nabi hamare, Salle Aala sahare Sara jahan Pukare
Maula Muhammad Maula Muhammad
Maula Muhammad Maula Muhammad
Dil ka sahara hai, Jag ka ujala hai, pyaro se pyare rasoolallah
Achho se achhe hai, Uncho se unche hai, aaqa hamare rasoolallah
Maula Muhammad Maula Muhammad -4
Wallah bahot pyara hai madina
Hazrat ke gulamo ka khajana hai madina
Ya shahe madina hame aana hai madina -2
Mere Aaqa ho bulawa dil tadapta hai hamara
Aaqa nabi hamare, Salle Aala sahare Sara jahan Pukare
Maula Muhammad Maula Muhammad
Maula Muhammad Maula Muhammad
Aaqa aaqa ya shahe madina
Wallah wallah manam aashiko shaida
Maula Muhammad Maula Muhammad -4
Sab milkar kaho aamde sarkar mubarak
Ek bar na do bar na sau bar mubarak
Ae ahle jaha sayydo sardar mubarak
Nabi walo, aao maao mushkurao dil bhi lao
Aaqa nabi hamare, Salle Aala sahare Sara jahan Pukare
Maula Muhammad Maula Muhammad
Maula Muhammad Maula Muhammad
Dil ka sahara hai, Jag ka ujala hai, pyaro se pyare rasoolallah
Achho se achhe hai, Uncho se unche hai, aaqa hamare rasoolallah
Salallaho Alaiho Alaihi wa aalehi wassalam
Ya nabi ya bani mere hajat rawa nabi
Sarkare madina ke mile jisko gadai
Ho aapke darbar talak jiski rasai
Karti hai salam aise phakiro ko khudai
Wallah mere rab ne hai jo kuch banaya
Sub aapka sadqa hai ye sab aap ka sadqa
Shahe madina ka sadqa hai sara
Farshe zamee aur ye arshe mualla
Shahe madina ka sadqa hai sara
Taro ki jhilmil ye suraj ye chanda
Shahe madina ka sadqa hai sara
Sabza ye shehra samandar ye dariya
Shahe madina ka sadqa hai sara
Baadal barasna hawao ka chalna
Shahe madina ka sadqa hai sara
Ye phool kaliya ye aawor dana
Dhup aur saya andhera ujala
Garmi ye sardi ye husne zamana
Shahe madina ka sadqa hai sara
Rishte ye naate ye rishto me jina
Chahat ka ulfat wafa ka karina
Dil ka sahara Ye nuri madina
Naame Khuda to hamesha rahega
Maula Muhammad ka sikka chalega
Ya shahe madina, Ya shahe madina
Maula Muhammad Lyrics In Urdu
مصطفى، مصطفى، مصطفى، مصطفى (صلى الله عليه وسلم)
آقا آقا یا شاہ مدینہ
واللہ واللہ میں عاشقوں کا شاہدہ
مولا محمد مولا محمد
اللہ کے محبوب ہیں پیارے ہیں محمد
کائنات کی آنکھوں کے ستارے ہیں محمد
یہ ناز ہے ہم کو کہ ہمارے ہیں محمد
نبی اللہ، حبیب اللہ، رحمت اللہ، رسول اللہ
آقا نبی ہمارے، صلّی اللہ علیہ وآلہ سہارے
سارا جہاں پُکارے، مولا محمد مولا محمد
دل کا سہارا ہے، جگ کا اُجالا ہے، پیاروں سے پیارے رسول اللہ
اچھوں سے اچھے ہیں، اونچوں سے اُونچے ہیں، آقا ہمارے رسول اللہ
مولا محمد مولا محمد
سرکار نے بندوں کو خدا سے ملا ہے
انسان کو جینے کا سلیقہ سکھایا ہے
دل دل سے ملا ہے گلے سبکو لگایا -2
اللہ اللہ، شاہ والا نہیں دیکھا آپ جیسا
یا نبی، یا نبی، میری حاجت روا، یا نبی
سرکار کے جو عشق میں سرشار ہوا ہے
حسنین کے نانا سے جسے پیار ہوا ہے
جو انکے گھرانے کا وفادار ہوا ہے
روضہ نبی کا جسے دیدار ہوا ہے
ہر حال میں جنت کا حقدار ہوا ہے -2
یہ عقیدہ یہ بھروشا، یہ وظیفہ ہے ہمارا
دل کا سہارا ہے، جگ کا اُجالا ہے، پیاروں سے پیارے رسول اللہ
اچھوں سے اچھے ہیں، اُونچوں سے اُونچے ہیں، آقا ہمارے رسول اللہ
مولا محمد مولا محمد -4
واللہ بہت پیارا ہے مدینہ
حضرت کے غلاموں کا خزانہ ہے مدینہ
یا شاہِ مدینہ ہمیں آنا ہے مدینہ -2
میرے آقا ہو بلوا، دل تڑپتا ہے ہمارا
مولا محمد مولا محمد -4
سب مل کر کہو آمدِ سرکار مبارک
ایک بار نہ، دو بار نہ، سو بار مبارک
ایہلِ جہاں صیدو سردار مبارک
نبی والو، آؤ ماؤ مشکراؤ دل بھی لاؤ
دل کا سہارا ہے، جگ کا اُجالا ہے، پیاروں سے پیارے رسول اللہ
اچھوں سے اچھے ہیں، اُونچوں سے اُونچے ہیں، آقا ہمارے رسول اللہ
صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم
یا نبی یا بنی میری حاجت روا نبی
Maula Muhammad Lyrics In Hindi
मुस्तफा मुस्तफा मुस्तफा मुस्तफा (सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम)
आका आका या शाहे मदीना
वल्लाह वल्लाह मनम आशिको शैदा
मौला मुहम्मद मौला मुहम्मद
अल्लाह के महबूब हैं प्यारे हैं मुहम्मद
कौनैं की आँखों के सितारे हैं मुहम्मद
ये नाज है हमको कि हमारे हैं मुहम्मद
नबी अल्लाह, हबीब अल्लाह, रहमतुल्लाह, रसूलअल्लाह
आका नबी हमारे, सल्ले आला सहारे, सारा जहाँ पुकारे
मौला मुहम्मद मौला मुहम्मद
दिल का सहारा है, जग का उजाला है, प्यारों से प्यारे रसूलअल्लाह
अछो से अछे हैं, ऊँचो से ऊँचे हैं, आका हमारे रसूलअल्लाह
मौला मुहम्मद मौला मुहम्मद
सरकार ने बंदों को खुदा से है मिलाया
इंसान को जीने का सलीका है सिखाया
दिल दिल से मिला है गले सबको लगाया -2
अल्लाह अल्लाह, शाहे वाला नहीं देखा आप जैसा
या नबी या नबी मेरे हाज़त रवा या नबी
सरकार के जो इश्क में सरशार हुआ है
हसनैन के नाना से जिसे प्यार हुआ है
जो इनके घराने का वफादार हुआ है
रौज़ा-ए-नबी का जिसे दीदार हुआ है
हर हाल में जन्नत का हक़दार हुआ है -2
ये अकीदा, ये भरोसा, ये वज़ीफ़ा है हमारा।
दिल का सहारा है, जग का उजाला है, प्यारों से प्यारे रसूलअल्लाह।
अछो से अछे हैं, ऊँचो से ऊँचे हैं, आका हमारे रसूलअल्लाह।
मौला मुहम्मद, मौला मुहम्मद -4
वल्लाह बहुत प्यारा है मदीना
हज़रत के गुलामों का खजाना है मदीना
या शाह-ए-मदीना हमें आना है मदीना -2
मेरे आका हो बुलावा, दिल तड़पता है हमारा।
मौला मुहम्मद, मौला मुहम्मद -4
सब मिलकर कहो आमद-ए-सरकार मुबारक
एक बार ना दो बार ना सौ बार मुबारक
ऐ अहल-ए-जहाँ, सय्यदों सरदार मुबारक
नबीवालों, आओ माओ मुश्कुराओ, दिल भी लाओ।
दिल का सहारा है, जग का उजाला है, प्यारों से प्यारे रसूलअल्लाह।
अच्छों से अच्छे हैं, ऊँचों से ऊँचे हैं, आका हमारे रसूलअल्लाह।
सलल्लाहो अलैहो अलैहि वसल्लम।
या नबी या बनी मेरी हाजत रवा नबी।