Kalaam | Mustafa Ke Hain Wafadar Sahaba |
---|---|
Reciter | Owais Raza Qadri |
Video By | Heera Gold |
Table of Contents
Overview
Yeh naat “Mustafa Ke Hain Wafadar Sahaba Lyrics ” un mukhlis Musalmano ke jazbaat ko bayan karti hai, jo Nabi Muhammad ﷺ ke saath har mushkil waqt mein qadam-ba-qadam the.
Is naat lyrics mein un Sahaba-e-Kiram ka zikr hai jo Nabi-e-Kareem ﷺ ki hifazatiye, unke irshadat, aur unke rehnumai mein puri shiddat se shaamil the. Yeh kalaam unki mohabbat aur taqatwar imaan ko bayan karta hai. Naat ke zariye, musalmano ko Sahaba ke unwaan aur unki wafadari yaad dilayi jati hai.
Mustafa Ke Hain Wafadar Sahaba Lyrics In English
Jaan-o-dil Tere Qadam Par Waare
Kya Naseebe Hai Tere Yaaro Ke
Sahaaba Sahaaba Nabi Ke Sahaaba
Hame Jaan-o-dil Se Hai Pyaare Sahaaba
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Maa-e-ulfat Se Hai Sarshaar Sahaaba Saare
Mustafa Ke Hai Wafaadaar Sahaaba
Mustafa Ke Hai Wafaadaar Sahaaba
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Chaar Yaaraan-e-nabi Afzal-e-as.haab Hue
Maante In Ko Hai Sardaar Sahaaba Saare
Mustafa Ke Hai Wafaadaar Sahaaba
Mustafa Ke Hai Wafaadaar Sahaaba
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Un Ke Ausaaf Bayaa Karta Hai Khud Un Ka Khuda
Us Ke Darbaar Me Roodaar Sahaaba Saare
Mustafa Ke Hai Wafaadaar Sahaaba
Mustafa Ke Hai Wafaadaar Sahaaba
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Kar Liya Waa’da-e-husna Bhi Khuda Ne Un Se
Khuld Ke Kyu Na Ho Haqdaar Sahaaba Saare
Mustafa Ke Hai Wafaadaar Sahaaba
Mustafa Ke Hai Wafaadaar Sahaaba
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Naaw Ki Misl Hue Shaah Ke Sab Ahl-e-bait
Aur Anjum Hue Zau-baar Sahaaba Saare
Mustafa Ke Hai Wafaadaar Sahaaba
Mustafa Ke Hai Wafaadaar Sahaaba
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Wo Chunida Hai Unhe Sohbat-e-sarkaar Mili
Hai Hidaayat Ke ‘alam-daar Sahaaba Saare
Mustafa Ke Hai Wafaadaar Sahaaba
Mustafa Ke Hai Wafaadaar Sahaaba
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Sohbat-e-khair-e-bashar Se Hi Hue Hai, Burhan !
Muttaqi, Aadil-o-akhyaar Sahaaba Saare
Mustafa Ke Hai Wafaadaar Sahaaba
Mustafa Ke Hai Wafaadaar Sahaaba
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Aashiq-e-sayyid-e-abraar Sahaaba Saare
Mustafa Ke Hain Wafadar Sahaba Lyrics In Hindi
जान-ओ-दिल तेरे क़दम पर वारे
क्या नसीबे हैं तेरे यारों के
सहाबा सहाबा नबी के सहाबा
हमें जान-ओ-दिल से हैं प्यारे सहाबा
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
मुस्तफ़ा के हैं वफ़ादार सहाबा
मुस्तफ़ा के हैं वफ़ादार सहाबा
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
चार यारान-ए-नबी अफ़ज़ल-ए-असहाब हुए
मानते इन को हैं सरदार सहाबा सारे
मुस्तफ़ा के हैं वफ़ादार सहाबा
मुस्तफ़ा के हैं वफ़ादार सहाबा
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
उन के औसाफ़ बयाँ करता है ख़ुद उन का ख़ुदा
उस के दरबार में रूदार सहाबा सारे
मुस्तफ़ा के हैं वफ़ादार सहाबा
मुस्तफ़ा के हैं वफ़ादार सहाबा
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
कर लिया वा’दा-ए-हुसना भी ख़ुदा ने उन से
ख़ुल्द के क्यूँ न हों हक़दार सहाबा सारे
मुस्तफ़ा के हैं वफ़ादार सहाबा
मुस्तफ़ा के हैं वफ़ादार सहाबा
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
नाव की मिस्ल हुए शाह के सब अहल-ए-बैत
और अंजुम हुए ज़ौ-बार सहाबा सारे
मुस्तफ़ा के हैं वफ़ादार सहाबा
मुस्तफ़ा के हैं वफ़ादार सहाबा
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
वो चुनीदा हैं उन्हें सोहबत-ए-सरकार मिली
हैं हिदायत के ‘अलम-दार सहाबा सारे
मुस्तफ़ा के हैं वफ़ादार सहाबा
मुस्तफ़ा के हैं वफ़ादार सहाबा
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
सोहबत-ए-ख़ैर-ए-बशर से ही हुए हैं, बुरहान !
मुत्तक़ी आदिल-ओ-अख़्यार सहाबा सारे
मुस्तफ़ा के हैं वफ़ादार सहाबा
मुस्तफ़ा के हैं वफ़ादार सहाबा
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
आशिक़-ए-सय्यिद-ए-अबरार सहाबा सारे
Mustafa Ke Hain Wafadar Sahaba Lyrics In Urdu
جان و دل تیرے قدم پر وارے
کیا نسیبی ہیں تیرے یاروں کے
صحابہ، صحابہ، نبی کے صحابہ
ہمیں جان و دل سے ہیں پیارے صحابہ
عاشقِ سیدِ ابرار صحابہ سارے
مصطفیٰ کے ہیں وفادار صحابہ
چار یارانِ نبی، افضلِ اصحاب ہوئے
مانتے ہیں ان کو ہیں سردار صحابہ سارے
عاشقِ سیدِ ابرار صحابہ سارے
مصطفیٰ کے ہیں وفادار صحابہ
اُن کے اوصاف بیان کرتا ہے خود اُن کا خدا
اُس کے دربار میں رودار صحابہ سارے
عاشقِ سیدِ ابرار صحابہ سارے
مصطفیٰ کے ہیں وفادار صحابہ
کر لیا وعدہِ حسنا بھی خدا نے ان سے
خلد کے کیوں نہ ہوں حقدار صحابہ سارے
عاشقِ سیدِ ابرار صحابہ سارے
مصطفیٰ کے ہیں وفادار صحابہ
ناو کی مثل ہوئے شاہ کے سب اہلِ بیت
اور انجم ہوئے زوبار صحابہ سارے
عاشقِ سیدِ ابرار صحابہ سارے
مصطفیٰ کے ہیں وفادار صحابہ
وہ چنیدہ ہیں انہیں صحبتِ سرکار ملی
ہیں ہدایت کے علم دار صحابہ سارے
عاشقِ سیدِ ابرار صحابہ سارے
مصطفیٰ کے ہیں وفادار صحابہ
صحبتِ خیرِ بشر سے ہی ہوئے ہیں، برہان!
متقی، عادل و اخیار صحابہ سارے
عاشقِ سیدِ ابرار صحابہ سارے
مصطفیٰ کے ہیں وفادار صحابہ
Mustafa Ke Hain Wafadar Sahaba Video
Mustafa Ke Hain Wafadar Sahaba Lyrics Mp3 Download
FAQs
Is naat ka maqsad Sahaba-e-Kiram ki tazeem aur unke imaan, mohabbat, aur wafadari ka izhaar karna hai, jisse musalmanon mein inke liye izzat aur muhabbat barqarar rahe.
Is naat ka maqsad Sahaba-e-Kiram ki wafadari aur mohabbat ko bayan karna hai. Iske zariye, musalmano ko unke siddiqi, shuja'at, aur mohabbat bhare jazbat yaad dilaye jate hain.