Naat | Nahi hai koi duniya mein hamara |
---|---|
Reciter | Waqar Azam Qadri |
Video By | Tajdar e Haram |
Overview
Assalamu Alaikum Nazreen !“Nahi Hai Koi Duniya Mein Lyrics” ek khaas naat hai jo kehta hai: “Duniya mein koi aisa nahi hai jaisa humara Habib Allah, hamare pyare Rasool.”
Is naat lyrics mein Rasool Allah ki mohabbat aur unke fazail ki tareef ki gayi hai.
Ye rahi Nahi Hai Koi Duniya Mein Hamara Ya Rasool Allah Naat Lyrics in Hindi, Urdu & English.
Nahi Hai Koi Duniya Mein Lyrics In English
Nahi He Koi Duniya Main Hamara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
Sarapa Maaseaat Hoon Baar Hay Bay Had Gunahoon Ka
Bachana Nar-E-Dozakh Say Khuda Raa Ra Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
Talatum Khaiz Hay Daria Bhanwar Main Hay Mairi Kashti
Nazar Aata Naheen Koi Kinara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
Faqat Aamal Kay Badlay Naan Paye Ga Koi Janat
Naan Ho Ga Jab Talak Tera Ishara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
Haqeeqat Main Bohat Berh Kar Hay Arsh-E-Mo’ala Sey
Zameen Jiss Par Ho Naqsh-E-Paa Tumhara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
Tarapta Hay Maira Dil Aur Tarasti Hain Bohat Aankhaien
Bula Loophir Madinay Main Dobara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
Gunahgaaraan-E-Ummat Ka Khajal Hoona Saza Pana
Tairi Rehmat Ko Kab Ho Ga Gawara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
Dam-E-Aakhir Zara Hassam Par Itna Karam Karna
Keh Uss Kay Lab Par Hoo Kalma Tumhara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
Naheen Hay Koi Dunia Main Hamara Ya Rasool Allah
Faqat Hay Aap Hee Ka Ik Sahara Ya Rasool Allah
Nahi Hai Koi Duniya Mein Hamara Ya Rasool Allah Lyrics In Hindi
नहीं है कोई दुनिया में हमारा, या रसूलल्लाह !
हमें तो आप ही का है सहारा, या रसूलल्लाह !
सरापा मा’सियत हूँ, बार है बेहद गुनाहों का
बचाना नार-ए-दोज़ख़ से ख़ुदा-रा, या रसूलल्लाह !
हूँ सर से पाँव तक डूबा हुवा ग़म के समुंदर में
नहीं आता नज़र कोई किनारा, या रसूलल्लाह !
तलातुम-ख़ेज़ है दरिया, भँवर में है मेरी कश्ती
नज़र आता नहीं कोई किनारा, या रसूलल्लाह !
तड़पता है मेरा दिल और तरसती हैं बहुत आँखें
बुला लो अब मदीने में दोबारा, या रसूलल्लाह !
तड़पता है ये दिल मेरा, तरसती हैं मेरी आँखें
बुला लो अब मदीने में दोबारा, या रसूलल्लाह !
ख़ुदा जब आप से फ़रमाए, लाओ अपनी उम्मत को
हमारी सिम्त भी करना इशारा, या रसूलल्लाह !
फ़क़त आ’माल के बदले न पाएगा कोई जन्नत
न होगा आप का जब तक इशारा, या रसूलल्लाह !
ब-रोज़-ए-हश्र मेरे इस यक़ीं की लाज रख लेना
तुम्हारा हूँ, तुम्हारा हूँ, तुम्हारा, या रसूलल्लाह !
हक़ीक़त में बहुत बढ़ कर के है ‘अर्श-ए-मु’अल्ला से
ज़मीं जिस पर हो नक़्श-ए-पा तुम्हारा, या रसूलल्लाह !
दम-ए-आख़िर ज़रा मुश्ताक़ पर इतना करम करना
कि इस के लब पे हो कलमा तुम्हारा, या रसूलल्लाह !
Nahi Hai Koi Duniya Mein Lyrics In Urdu
نہیں ہے کوئی دنیا میں ہمارا یا رسول اللہ
فقط ہے آپ ہی کا ایک سہارا یا رسول اللہ
سراپا معصیت ہوں بار ہے بے حد گناہوں کا
بچانا نار دوزخ سے خدا را رہ رسول اللہ
فقط ہے آپ ہی کا ایک سہارا یا رسول اللہ
تلطم خیز ہے دریا بھنور میں ہے میری کشتی
نظر آتا نہیں کوئی کنارا یا رسول اللہ
فقط ہے آپ ہی کا ایک سہارا یا رسول اللہ
فقط اعمال کے بدلے نان پائے گا کوئی جنت
نان ہوگا جب تک تیرا اشارہ یا رسول اللہ
فقط ہے آپ ہی کا ایک سہارا یا رسول اللہ
حقیقت میں بہت بڑھ کر ہے عرش معلا سے
زمین جس پر ہو نقش پا تمہارا یا رسول اللہ
فقط ہے آپ ہی کا ایک سہارا یا رسول اللہ
تڑپتا ہے میرا دل اور ترستی ہیں بہت آنکھیں
بلائو پھر مدینے میں دوبارہ یا رسول اللہ
فقط ہے آپ ہی کا ایک سہارا یا رسول اللہ
گناہگاران امت کا خجل ہونا سزا پانا
تیری رحمت کو کب ہوگا گوارا یا رسول اللہ
فقط ہے آپ ہی کا ایک سہارا یا رسول اللہ
دم آخر زارا حسام پر اتنا کرم کرنا
کہ اس کے لب پر ہو کلمہ تمہارا یا رسول اللہ
فقط ہے آپ ہی کا ایک سہارا یا رسول اللہ
نہیں ہے کوئی دنیا میں ہمارا یا رسول اللہ
فقط ہے آپ ہی کا ایک سہارا یا رسول اللہ
Nahi Hai Koi Duniya Mein Hamara Ya Rasool Allah Video
Nahi Hai Koi Duniya Mein Naat MP3 Download
FAQs
Is naat ko aksar milad shareef, mahfil-e-naat (milad) jaise munaqidat mein parha jata hai.
Haan, is naat ka maqsad Rasool Allah ﷺ ki mohabbat aur uske maqam ki afadiyat ko zehan mein taza karke logon ko unka asal sahara yaad dilana hai.
Is naat mein mazmoon Rasool Allah ﷺ ki mohabbat aur unke maqam ki afadiyat ke hawale se hai. Is mein bayan kiya gaya hai ke duniya mein kisi cheez ka asli sahara Sirf aur Sirf Rasool Allah ﷺ hai.
Is naat ki tehqiqi tareekh ke hawale se humare paas koi khaas maloomaat maujood nahi hain. Lekin yeh naat bohot mashhoor hai aur munaqid ki aawaz mein logon ke dilon ko choo leti hai.