Nazre Bad Ki Dua (Read & Download) Dua For Evil Eye

Nazre Bad Ki Dua

Table of Contents

Overview

“Nazre Bad Ki Dua” ek mukhtasar dua hai jo logon dwara nazrein bad se hifazat ke maqsad se parhi jaati hai.

Is dua mein Allah se panah maangi jati hai taaki kisi bhi shar se ya buri nazar se hifazat ho sake.

“Nazre Bad Ki Dua” ki mazbooti ismein hai ke is dua ke zariye insan apne aas paas ki buraiyon, jadu-tonay, ya kisi bhi buri quwwat se hifazat talab kar sakta hai.

“Nazre Bad Ki Dua” aapko is dua ki ahmiyat aur asar se rubaru karata hai.

Nazre Bad Ki Dua

Nazre Bad Ki Dua In Arabic

أَعُوذُ بِكَلِمَاتِ اللَّهِ التَّامَّةِ مِنْ كُلِّ شَيْطَانٍ وَهَامَّةٍ وَمِنْ كُلِّ عَيْنٍ لامَّةٍ

Nazre Bad Ki Dua In Roman English

“A’oodhu Bikalimatillahi-Tammatti Min Kulli Shaytaanin
Wa Hammatin Wamin Kulli ‘Aynin Lammatin.”

Nazre Bad Ki Dua In Hindi

अउजुबि कलिमातिल्लाहित ताम्मति मिन सर्रि कुल्ली सयतानीन व हाम्मातिन. व मिन सर्रि कुल्ली ऐनिन लाम्माति.

Nazre Bad Ki Dua In Arabic

أَعُوذُ بِكَلِمَاتِ اللَّهِ التَّامَّةِ مِنْ كُلِّ شَيْطَانٍ وَهَامَّةٍ وَمِنْ كُلِّ عَيْنٍ لامَّةٍ

Meaning In English:- O Allah I seek refuge with your protect words from every devil and from poisonous pests and from every evil, harmful & envious eye.

Meaning In Roman English :- Main panaah mangta hun Allah ki purey purey kalamat ke jariye, har shaitan se aur har zahreele janwar se aur
har nuqsaan pahunchaney waali Nazar-e-Badd se.

Nazre Bad Ki Dua In Arabic with Translation

Nazre Bad Ki Dua In Roman English

A’oodhu Bikalimatillahi-Tammatti Min Kulli Shaytaanin
Wa Hammatin Wamin Kulli ‘Aynin Lammatin.

Meaning In Roman English :- Main panaah mangta hun Allah ki purey purey kalamat ke jariye, har shaitan se aur har zahreele janwar se aur
har nuqsaan pahunchaney waali Nazar-e-Badd se.

Nazre Bad Ki Dua In Roman English with Translation

Nazre Bad Ki Dua In Hindi

अउजुबि कलिमातिल्लाहित ताम्मति मिन सर्रि कुल्ली सयतानीन व हाम्मातिन. व मिन सर्रि कुल्ली ऐनिन लाम्माति.

Translation In Hindi :- मैं पनाह मांगता हूँ अल्लाह की पूरी पूरी कलीमात के जरिये,
हर शैतान से और हर जहरीले जानवर से और हर नुकसान पहुंचाने वाली नज़र-इ-बद्द से।

Nazre Bad Ki Dua In Hindi with Translation

Quranic Dua for Evil’s Eye Problem

 Dua For Evil Eye In Arabic

وَإِن يَكَادُ الَّذِينَ كَفَرُوا لَيُزْلِقُونَكَ بِأَبْصَارِهِمْ لَمَّا سَمِعُوا الذِّكْرَ وَيَقُولُونَ إِنَّهُ لَمَجْنُونٌ 
وَمَا هُوَ إِلَّا ذِكْرٌ لِّلْعَالَمِينَ
 

 Dua For Evil Eye In  Roman English

Wa in yakadu allazeena kafaroo layuzliqoonaka biabsarihim lamma samiAoo alzzikra wayaqooloona innahu lamajnoonun Wama huwa illa thikrun lilAAalameena

Tranlation In English :- And those who disbeleive would almost smite you with their eyes when they hair the reminder, and they say: Most surely he is mad. And it is nought but a reminder to the nation.

Quranic Dua for Evil’s Eye Problem, nazare bad ki dua

Dua for protection from enemies and evil people

Dua for protection from enemies and evil people In Arabic

رَبِّ نَجِّنِي مِنَ الْقَوْمِ ٱلظَّـٰلِمِينَ

Dua for protection from enemies and evil people In  Roman English

Rabbi najjinee minal-qawmidh–dhaalimeen.

Translation In English :-   “My Lord, save me from the wrongdoing people.”

Dua for protection from enemies and evil people

Nazre Bad Ki Dua ke fayde

  1. Hifazat: Is dua ke padhne se buri nazar se, jadu-tonay ke buraiyon se hifazat aur milti hai. Ye dua insan ko Allah ki panah mein rakhti hai.

  2. Buri Nazar se Hifazat: Ye dua  padhne se buri nazar se Hifazat hota hai. Dusre logon ki jalan,  ki wajah se aane wali buri nazar se hifazat haasil kar sakte hai.

  3. Shaitani Quwwaton se Hifazat : Is dua ke padhne se shaitani quwwaton se Hifazat milta hai. Shaitan aur uske waswason se hifazat ka ehsas hota hai.

  4. Aankhon ki Hifazat: Ye Dua  padhne se aankhon ki hifazat hoti hai. Lagatar padhne se aankhon ki kamzori, bimariyan aur aankhon se judi pareshaniyon se hifazat milta hai.

  5. Aas Paas ki Negativity se Hifazat : Is dua ke padhne se aas paas ki negativity, jadoo-tonay, aur buraiyon se hifazat hota hai. 

Ye fayde logon ke iman aur amal par bhi depend karta hain. 

FAQs

Iss  Dua   me  buri nazar se bachne ke maqsad se padhi jati hai. Is dua mein Allah se panah mangi jati hai taki kisi bhi buri nazar se hifazat ho sake.

Nahi,Iss dua ko padhne se kisi ko nuksan pahunchane ka koi khatra nahi hai. Ye dua buri nazar se hifazat aur Allah ki panah maangne ke liye hoti hai. Is dua ko padhne se  kisi ko bhi nuksan nahi hota hai.

Iss dua ki padhne ka koi khaas waqt aur tarteeb nahi hai. Aap is dua ko apne mann aur halat ke hisab se, jab bhi zaroorat mehsoos ho  padh sakte hain.

 Is dua ko padhne ke liye wazu karein, apne dil aur imaan ke saath Allah ki panah maangein aur apni niyat saaf karein. Fir is dua ko tasbih ya haath bandh kar padh sakte hain.

Iss dua ko padhne se  buri nazar se, jadu-tonay se hifazat hota hai. Is dua ke padhne se insan aur uske aas paas ke logon ki hifazat hoti hai.

Sharing Is Caring:

Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.

Leave a Comment