Sarkar Ghous E Azam Nazar E Karam Khudara Lyrics (Read & Download)
Table of Contents
Overview
“Sarkar Ghous E Azam Nazar E Karam Khudara” is a beautiful naat that praises the greatness of Hazrat Ghous E Azam, the famous Sufi of the 11th century.
The lyrics of this naat are inspiring and heartfelt, and they remind us of the blessings of Allah Almighty and the importance of seeking the guidance of the Sufi.
Sarkar Ghous E Azam Nazar E Karam Khudara Lyrics In English
Sarkaar-e-Ghous-e-Azam Nazr-e-Karam Khudara Mera Khaali Kaasa Bhar Do Mein Faqeer Hoon Tumhara
Jholi Ko Meri Bhar Do Warna Kahe Gei Duniya Aisay Sakhi Ka Mangta Phirta Hai Maara Maara
Sab Ka Koi Na Koi Duniya Mein Aasra Hai Mera Bajuz Tumharay Koi Nahin Sahara
Ye Ata e Datstageeri Koi Mere Dil Se Pooche Wahi Aagaye Madad Ko Mene Jab Jaha (n) Pukara
Maula Ali (radi Allahu ‘anhu) Sadqa Ibn e Ali Ka Sadqa Maula Ali Sadqa Khawaja Piya
Maula Ali Ka Sadqa Ahmad Raza Ka Sadqa Maula Ali Ka Sadqa Ghanj e Shakar Ka Sadqa
Maula Ali K Sadqa Data Piya Ka Sadqa Mere Laaj Rakhlo Ya Ghaus Me Fakir Hu(n) Tumhara
Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.
Govandi, Maharashtra, India 400043
1 thought on “Sarkar Ghous E Azam Nazar E Karam Khudara Lyrics (Read & Download)”