Shahzadah Ali Akbar Lyrics By Farhan Ali Waris (Read & Download) Noha 2023

Shahzadah Ali Akbar Lyrics By Farhan Ali Waris
Noha Shahzadah Ali Akbar
Reciter Farhan Ali Waris
Video By Farhan Ali Waris

Table of Contents

Overview

Assalamu Alaikum Nazreen ! “Shahzadah Ali Akbar Lyrics” un nohon mein se ek hai jo Karbala ke shuhada aur Imam Hussain (AS) ke bete, Shahzadah Ali Akbar (AS) ke shahadat aur qurbani ko yaad karne ke liye pesh kia jata hai.

Is nohay lyrics mein  Shahzadah Ali Akbar (AS) ke jazbaat, ishq-e-Imam Hussain (AS) aur uske walid se judai ke dil ko chhoo lene wale alfaz bayan ki gayi hai.

Is noha mein Shahzadah Ali Akbar ke shaan-o-shaukat ko taziyadaro tak pohanchane wala yeh noha Karbala ke ran-maqamat aur mazloomiyat ke andaz-e-bayan mein ek khaas maqam rakhta hai. 

Shahzadah Ali Akbar Lyrics In English

Din Ro Ky Guzarta Hai Aur Raat Bhi Matam Mein
Jazbat Likhay Saray Sughra Ny Tery Gham Mein
Khat Aaya Hai Sughra Ka Karti Hai Behan Noha
Han Tery Liye Bhaiya Ghar Ho Gaya Veeran

Shahzadah Ali Akbar Shahzadah Ali Akbar Sughra Ky Dill O Jaan

Is Ghar Mein Umeedon Ky Jaltay Hain Diye Bhaiya
Kiun Karbobala Ja Ky Tum Bhool Gaye Waada
Ghar Laot Ky Aa Jao
Ab Aur Na Tarhpao
Sughra Py Taras Khao
Main Tum Py Hun Qurban

Shahzadah E Ali Akbar Shahzadah E Ali Akbar Sughra K Dill O Jaan

Behnon Ka Sahara To Hoty Hain Sada Bhai
Behnon Ki Nigahon Mein Rehty Hain Sada Bhai
Ankhon Mein Tera Chehra
Phirta Hai Meray Bhaiya
Khali Hai Tera Hujra
Behna Hai Pareshan

Shahzadah E Ali Akbar Shahzadah E Ali Akbar Sughra K Dil O Jaan

Yeh Socha Tha Sughra Nay Dulhan Teri Laun Gi
Main Neeg Bhi Mangun Gi Mehndi Bhi Lagaun Gi
Tu Laot Ky Na Aya
Dill Toot Gya Mera
Phir Khak Huye Bhaiya
Is Dill Ky Sab Armaan


Shahzadah Ali Akbar Shahzadah Ali Akbar Sughra Ky Dil O Jan

Ek Sal Hua Bhaiya Chehra Na Tera Daikha
Is Baat Py Roti Hun Sehra Na Tera Daikha
Dulhan Jo Kabhi Lana
Mujh Ko Bhi Bula Lena
Tum Bhool Nahi Jana
Rakh Lena Mera Maan

Shahzadah Ali Akbar Shahzadah Ali Akbar Sughra K Dil O Jaan

Kaanon Mein Meray Aai Awaz E Azan Akbar
Main Rotay Huye Pahunchi Tab Nana Ky Rozay Par
Karbal Say Hawa Ai
Yeh Sath Khabar Lai
Akbar Ny Sinaan Khai
Hai Barsar E Maidan

Shahzadah Ali Akbar Shahzada Ali Akbar Sughra K Dil O Jan

Maqtal Mein Shah E Wala Bas Khak Urhatay Thay
Khat Fatima Sughra Ka Akbar Ko Sunatay Thay
Yeh Waqaiya Jab Likha
Lafzon Nay Kiya Giriya
Bas Khatm Hua Noha
Ay Mazhar O Farhan

Shahzada Ali Akbar Shahzada Ali Akbar Sughra K Dil O Jan

Shahzada E Ali Akbar Shahzada E Ali Akbar Sughra K Dil O Jan

Shahzadah Ali Akbar Lyrics In English​

Shahzadah Ali Akbar Lyrics In Urdu

دن رو کے گُزرتا ہے اور رات بھی ماتم میں
جذبات لکھے سارے سُغرہ نے تیرے غم میں
خط آیا ہے سُغرہ کا کرتی ہے بہن نوحہ
ہاں تیرے لئے بھئیہ گھر ہو گیا ویران

شہزادہ علی اکبر، شہزادہ علی اکبر، سُغرہ کے دل و جاں

اس گھر میں امیدوں کے جلتے ہیں دیئے بھئیہ
کیوں کرببلا جا کے تم بھول گئے وعدہ
گھر لوٹ کے آ جاؤ
اب اور نہ تڑپاؤ
سُغرہ پہ ترس کھاؤ
میں تم پہ ہوں قربان

شہزادہِ علی اکبر، شہزادہِ علی اکبر، سُغرہ کے دل و جاں

بہنوں کا سہارا تو ہوتے ہیں سدا بھائی
بہنوں کی نگاہوں میں رہتے ہیں سدا بھائی
آنکھوں میں تیرا چہرہ
پھرتا ہے میرے بھئیہ
خالی ہے تیرا حُجرہ
بہنا ہے پریشان

شہزادہِ علی اکبر، شہزادہِ علی اکبر، سُغرہ کے دل و جاں

یہ سوچا تھا سُغرہ نے دُلہن تیری لاؤن گی
میں نیگ بھی مانگوں گی مہندی بھی لگاؤں گی
تُو لوٹ کے نہ آیا
دِل ٹوٹ گیا میرا
پھر خاک ہوئے بھئیہ
اس دِل کے سب ارمان

شہزادہِ علی اکبر، شہزادہِ علی اکبر، سُغرہ کے دل و جاں

ایک سال ہوا بھئیہ چہرہ نہ تیرا دیکھا
اس بات پہ روتی ہوں سہرا نہ تیرا دیکھا
دلہن جو کبھی لانا
مجھ کو بھی بُلا لینا
تم بھول نہیں جانا
رکھ لینا میرا ماں

شہزادہِ علی اکبر، شہزادہِ علی اکبر، سُغرہ کے دل و جاں

کانوں میں میرے آئی آوازِ آذان اکبر
میں روتے ہوئے پہنچی تب نانا کے روزے پر
کرببلا سے ہوا آئی
یہ ساتھ خبر لائی
اکبر نے سینہں کھائی
ہے برصرِ میدان

شہزادہِ علی اکبر، شہزادہِ علی اکبر، سُغرہ کے دل و جاں

مقتل میں شہ آ والا بس کھاک اُڑتے تھے
خط فاطمہ سُغرہ کا اکبر کو سناتے تھے
یہ واقعہ جب لکھا
لفزوں نے کیا گریہ
بس ختم ہوا نوحہ
اے مظہر و فرحاں

شہزادہِ علی اکبر، شہزادہِ علی اکبر، سُغرہ کے دل و جاں

Shahzadah Ali Akbar Lyrics In Urdu​

Shahzada E Ali Akbar Video

Shahzadah Ali Akbar MP3 Download

FAQs

"Shahzadah Ali Akbar Noha Lyrics" ka maqsad Shahzadah Ali Akbar (AS) ke shahadat aur qurbani ko yaad karne ke sath-sath unki walid, Imam Hussain (AS), aur Karbala ke ran-maqamat ko yaad karne aur unki misaal se seekh lenay hai.

Ismein unke Karbala ke maidan mein shaan-o-shaukat ko na jhukne ki himmat aur unki walid Imam Hussain (AS) se judai ke dil ko chhoo lene wale alfaz shamil hote hain.

Ye Noha Shahzadah Ali Akbar (AS) ke shaan-o-shaukat ko yaad karne ke mauqe par pesh kia jata hai.

Shahzadah Ali Akbar (AS) Imam Hussain ibn Ali (AS) ka sabse bade bete Hai. Wo Hazrat Ali (AS) aur Sayyida Fatima Zahra (AS) ke nawase Hai.

Sharing Is Caring:

Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.

Leave a Comment