Taraweeh ki dua (Read & Download) In Hindi, Urdu & English

Taraweeh Ki Dua

Table of Contents

Overview

Assalamu Alaikum Nazreen ! Taraweeh Ramzan-ul-Mubarak ke mahine mein raat ke waqt padhi jane wali namaz hai. Aur Isi Namaz me taraweeh ki dua padhi jati hai.

Is namaz ko Ramzan-ul-Mubarak ke pehle raat se shuru kia jata hai aur Ramzan-ul-Mubarak ke aakhri dahai tak jari rehti hai.

Taraweeh namaz ki ahmiyat is baat se hai ke is namaz ko parh kar musalman ibadat mein behtari haasil kar sakta hai aur Quran Pak ki tilawat ke zariye rohaniyat ki halat ko bhi behtar kia ja sakta hai. Isi liye har 4 raka’at ke baad dua of taraweeh padhi jati hai.

Taraweeh Kya Hai ?

Taraweeh ek khaas namaz hai jo musalman Ramzan ke mahine me adaa karte hain. Yah ek aisi namaz hai jo zyadatar Isha namaz ke baad padhi jaati hai aur aamtaur par 8 ya 20 raka’t hoti hai.

Taraweeh namaz masjid mein jama’at ke saath padhi  jaati hai aur Ramzan ke mahine mein ek behtreen  ibadat ke roop mein maani jaati hai.

Taraweeh Ke Baad Ki Dua

Mohtaram reader taraweeh ke baad ki dua or taraweeh ki dua dono same or ek hi hoti hai isme aapko confuse hone ki zaroorat nahi hai. Jo niche taraweeh ki dua di gayi hai usi ko aap har 4 raka’t namaze taraweeh ke baad padh sakte hai.

Note :- Isse hi surah taraweeh ki dua or tasbeeh taraweeh ki dua bhi kaha jata hai.

Taraweeh Ki Dua

Taraweeh Ki Dua In Arabic

سُبْحَانَ ذِي الْمُلْكِ وَالْمَلَكُوتِ ط سُبْحَانَ ذِي الْعِزَّةِ وَالْعَظَمَةِ وَالْهَيْبَةِ وَالْقُدْرَةِ وَالْكِبْرِيَاءِ وَالْجَبَرُوتِ ط سُبْحَانَ الْمَلِكِ الْحَيِّ الَّذِي لَا يَنَامُ وَلَا يَمُوتُ سُبُّوحٌ قُدُّوسٌ رَبُّنَا وَرَبُّ الْمَلَائِكَةِ وَالرُّوحِ ط اَللَّهُمَّ أَجِرْنَا مِنَ النَّارِ يَا مُجِيرُ يَا مُجِيرُ يَا مُجِيرُ

Taraweeh Ki Dua In Arabic, Taraweeh Ki Dua In Urdu

Taraweeh Ki Dua In Hindi

  • सुब्हा-न ज़िल मुल्कि वल म-ल कूत
  • सुब्हा-न ज़िल इज्जती वल अ-ज़-मति वल-हैबति वल क़ुदरति वल-किब्रियाइ वल-ज-ब-रुत 
  • सुब्हा-नल  मलिकिल हैय्यिल्लज़ी ला यनामु व ला यमूत
  • सुब्बुहुन कुद्दूसुन रब्बुना व रब्बुल मलाइकति वर्रूह
  • अल्लाहुम्मा अजिरना मिनन्नारि
  • या मुजीरु या मुजीरु या मुजीर
taraweeh ki dua in hindi, taraweeh ki dua in hindi images
Taraweeh Ki Dua In Hindi

Taraweeh Ki Dua In Roman English

  • Subhanal Malikil Quddus;
    Subhana dhil Mulki wal Malakuti;
  • Subhana dhil izzati wal aDhmati wal haybati wal Qudrati;
    wal kibriyaa’i wal jabaroot;
  • Subhanal Malikil hayyil ladhi, la yunaamu wa layamutu;
    Subbuhun, Quddusun, Rabbuna Rabbul malaa’ikati war-rooh;
  • Allahumma Ajirnee Minan Naar;
    Ya Mujeero, Ya Mujeero, Ya Mujeer.
Taraweeh ki dua in English
Taraweeh Ki Dua In English

Taraweeh Ki Dua In Urdu

“سبحان ذی الملک والملکوت۔ سبحان ذی العزت والعظمة والہیبہ والقدر۔ والکبریاء والجبروت۔ سبحان الملک الحی الذی لا یَنامُ وَلا یَمُوتُ۔ سبوحٌ قُدوسٌ رَبُّنا ورَبُّ الملائکہ والروح۔ اللہمّ اجِرنا مِنَ النّارِ یا مُجِیرُ یا مُجِیرُ یا مُجِیرُ۔”

Taraweeh Ki Dua In Urdu

Translation Of Taraweeh Ki Dua

Taraweeh Dua Ki Tarjuma In Hindi

पाक है वो अल्लाह जो मुल्क और बादशाहत वाला है | पाक है वो अल्लाह जो इज्ज़त वाला, और अज़मत वाला, और हैबत वाला, और कुदरत वाला, और बड़ाई वाला, और सतवत वाला है | पाक है वो अल्लाह जो बादशाह है, जिंदा रहने वाला है, के ना उसके लिए नींद है और ना मौत है, वो बे इन्तेहा पाक है, और बेइंतेहा मुक़द्दस है, हमारा परवरदिगार फरिश्तों और रूह का परवरदिगार है | ए अल्लाह जहन्नम की आग से हमें बचाना | ऐ बचाने वाले, ऐ पनाह देने वाले, ऐ निजात देने वाले |

Taraweeh dua ki Tarjuma​ In Hindi

Translation Of Taraweeh Ki Dua In English

Glory be to the owner of the kingdom of the earth and the heavens. Glory be to He who commands respect and honour and magnificence and awe and power and greatness and omnipotence. Glory be to the sovereign, the ever-living, Who does not sleep nor die. He is the most praised, the most holy, Our Lord and the Lord of all the angels and the spirit. O Allah! save us from the fire of hell. O protector! O protector! O protector!

Taraweeh dua ki Tarjuma​ In English

Taraweeh Ki Dua Tarjuma In Urdu

"پاک ہے وہ اللہ جو ملک اور بادشاہت والا ہے۔ پاک ہے وہ اللہ جو عزت والا، اور عظمت والا، اور حیبت والا، اور قدرت والا، اور بڑائی والا، اور ستوت والا ہے۔ پاک ہے وہ اللہ جو بادشاہ ہے، زندہ رہنے والا ہے، کہ نہ اس کے لئے نیند ہے اور نہ موت ہے، وہ بے انتہا پاک ہے، اور بے انتہا مقدس ہے، ہمارا پروردیگار فرشتوں اور روح کا پروردیگار ہے۔ اے اللہ، جہنم کی آگ سے ہمیں بچانا۔ اے بچانے والے، اے پناہ دینے والے، اے نجات دینے والے۔"

Taraweeh Ki Dua Tarjuma In Urdu

Taraweeh Ki Dua Padhne Ke Fayde

Iss Dua Ko Padhne Ke Fayde Beshumar Hai Jinme Se Kuch Ye Hai,

  • Taraweeh ki dua padhne se Allah se maghfirat aur rahmat ki darkhwast hoti hai.
  • Dua mein hidayat aur barkat talab ki jaati hai jo insan ki zindagi ko behtar banati hai.
  • Dua padhne se insan ka taqwa barhata hai aur usay piety ki taraf le jati hai.
  • Dua padhne ke doran Allah ki yaad aur zikr hota hai jo roohani taur par insan ko sukoon aur itminan deta hai.
  • Dua padhne se insan ka Allah SWT ke saath gehra taluq ban jata hai aur uski roohaniyat mein izafa hota hai.
  • Taraweeh ki dua mein maafi talab karnay se guzishta gunahon ki mafi talab ki jaati hai.
  • Dua padhne se insan apni mushkilat aur masail ka hal talash karta hai aur Allah par tawakkul rakhta hai.
  • Dua padhne se insan ki andar ki sukoon aur qanaat ki kamiyabi hoti hai.
  • Dua padhne ka har amal insani sawab mein izafa karta hai aur usay jannat ki bulandiyon tak pahunchata hai.

Namaz e Taraweeh Ki Dua Ki Haqeeqat

Tasbeeh e Taraweeh, Bangladesh, Pakistan, aur Hindustan mein bohot mashhoor hai. Ye ek nek amal hai jo Taraweeh ke baad kiya ja sakta hai. Lekin ye koi sunnat nahi hai, aur na hi ise zaroori samajhna chahiye.

Haqiqatan yeh hai ke Taraweeh ke break mein aap kuch bhi zikr kartay rahain. Chahe Durood Sharif parh lain, Quran khol lain, ya teesra kalma parh lain. Asal maqsad Allah ko yaad karna hai, kisi bhi jaiz tareeqay se.

Is liye agar kisi ko ye Taraweeh Dua yaad na ho to usko zabardasti nahi karna chahiye. Balki koi bhi sahi zikr kar lain. Mazeed tafseel ke liye, ye Fatwa dekhein.

Ghar Me Taraweeh Kaise Padhe?

Ghar mein Taraweeh padhne ka tareeqa:
1. Tayyari aur Tehqeeq: Ghar mein Taraweeh padhne se pehle,Taraweeh ki adaegi ka tareeqa maloom karein. Tehqeeq karke sahi tareeqa sikhein.

2. Niyat aur Wuzu: Taraweeh padhne se pehle niyat karein ke aap namaz-e-Taraweeh ada karna chahte hain. Phir wuzu bana lein.

3. Namaz Ka Tareeqa: Namaz ka tareeqa Quran aur Sunnah ke mutabiq adaa karein. Surah Fatiha ke baad kisi Surah ka chhota hissa ya pura Surah padh sakte hain.

4. Rakahon Ki Tadad: Sunnat ke mutabiq, Taraweeh 20 rakat hoti hain. Har 4 rakat ke baad ek tasbeeh taraweeh ki dua padhna sunnat hai.

5. Dua Qunoot: Witr namaz ke teesre rakah mein Dua Qunoot padhein.

6. Tarteel aur Khushu: Quran ki tilawat ko tarteel se aur khushu ke saath padhein. Dil se Allah ki bargah mein hazir feel karein.

7. Sunnat e Muakkadah: Ghar mein Taraweeh padhne ka bhi aik tareeqa hai. Apne gharwalon ke saath jamaat banakar padh sakte hain, jis se family bonding aur roohaniyat mein izafa hota hai.

8. Dua aur Astaghfar: Namaz ke doran dua, astaghfar aur apni zarooriyat ki darkhwast Allah se karein.

Ghar mein Taraweeh padhne ka yeh tareeqa aapko roohaniyat aur ibadat mein izafa karne mein madad karega.

Taraweeh Ki Dua PDF

Taraweeh Ki Dua MP3 Download

Some Proof Of Taraweeh From Holy Quran

Allah SWT says in the Quran;

Source:- (The Holy Quran 25: 63-64)

وَعِبَادُ ٱلرَّحْمَـٰنِ ٱلَّذِينَ يَمْشُونَ عَلَى ٱلْأَرْضِ هَوْنًۭا وَإِذَا خَاطَبَهُمُ ٱلْجَـٰهِلُونَ قَالُوا۟ سَلَـٰمًۭا ٦٣

The ˹true˺ servants of the Most Compassionate are those who walk on the earth humbly, and when the foolish address them ˹improperly˺, they only respond with peace.

وَٱلَّذِينَ يَبِيتُونَ لِرَبِّهِمْ سُجَّدًۭا وَقِيَـٰمًۭا ٦٤

˹They are˺ those who spend ˹a good portion of˺ the night, prostrating themselves and standing before their Lord.

Proof Of Taraweeh From Hadith

حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيلُ، قَالَ حَدَّثَنِي مَالِكٌ، عَنِ ابْنِ شِهَابٍ، عَنْ حُمَيْدِ بْنِ عَبْدِ الرَّحْمَنِ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم قَالَ ‏ "‏ مَنْ قَامَ رَمَضَانَ إِيمَانًا وَاحْتِسَابًا غُفِرَ لَهُ مَا تَقَدَّمَ مِنْ ذَنْبِهِ ‏"‏‏.‏

Narrated Abu Huraira: Allah's Messenger (ﷺ) said: "Whoever establishes prayers during the nights of Ramadan faithfully out of sincere faith and hoping to attain Allah's rewards (not for showing off), all his past sins will be forgiven."

Video Of Taraweeh Ki Dua

FAQs

Taraweeh kid dua har char raka't ke baad padhi jati hai.

Aap iss dua kabhi bhi padh sakte hai kyunki Is dua mein Rasoolullah ﷺ ne duaein mangi hain Allah ki rahmat, maghfirat aur hidayat ke liye. Is dua ko padhkar musalman Allah se apni zarooriyat aur duao ki darkhawast karte hain.

 

Taraweeh ki dua ko har 4 rakah ke baad ek martaba padhna chahiye. Yani ke har Chauthe raka't ke baad dua-e-taraweeh ko ek martaba padha jata hai.

Ye ek aisi dua jiske padhne se Iman mazboot hota hai. 

Taraweeh Ki Dua Ka Matlab Ye Hota Hai "Pak hai (woh Allah) zameen-o-aasman ki badshahi wala. Pak hai (woh Allah) izzat-o-buzurgi, haibat-o-qudrat aur azmat-o-ru’b wala. Pak hai badshah (haqeeqi, jo) zinda hai, sota nahi aur na marega. Bohat hi pak (aur) bohat hi muqaddas hai hamara parwardigar aur farishton aur rooh ka parwardigar. Ilahi hum ko dozakh se panah de. Ae panah dene wale! Ae panah dene wale! Ae panah dene wale!."

 

Taraweeh ki dua padhne ke fayde bahoot sare hai. Unme se kuch ye hai, 

  • Gunaho se Mafi
  • Jahannam ke aag se hifazat
  • Iman ki Mazbooti
  • Barqat me Izafa
  • Allah ke saath nazdiqi

Taraweeh Ki Dua Har 4 raka't Namaze Taraweeh ke baad ye dua padhi jati hai.

Padh sakte hai lekin isko har 4 raka't baad padhi jati hai.  To behtar ye ki aap bhi har 4 raka't baad hi padhe.

Isko bhi taraweeh ki dua hi kaha jata jo iss article me di gayi hai.

Taraweeh Sunnat Hai.

Nahi, tafseel ke liye article padhiye.

Sharing Is Caring:

Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.

1 thought on “Taraweeh ki dua (Read & Download) In Hindi, Urdu & English”

Leave a Comment