Unki Mahak Ne Dil Ke Lyrics In Urdu, Hindi & English (Read & Download) 2024
Table of Contents
Overview
Assalamu alikum Nazreen ! “Unki Mahak Ne Dil Ke Lyrics” ek naat hai jo ruhaniyat, ishq, aur muhabbat ke rangon mein dooba hua hai.
Shayar ne is naat lyrics mein apne dil ki gehrayon se nikali hui feelings ko lafzon mein utara hai. Naat mein chhupi har misraa ek anokha andaz aur moseeqi se bhara hua hai, jo dil ko choo jata hai. Yeh kalaam tasawwufi rangon se bhara hua hai aur Huzoor-e-Pak (SAW) ke ishq mein dooba hua hai.
Unki Mahak Ne Dil Ke Lyrics In English
Unki Mahak Ne Dil Ki Gunche Khila Diye Hai Jis Raah Chal Diye Hai Kunche Basa Diye Hai
Jab Aa Gayi Hai Joshe Rehmat Per Unki Ankhen Jalte Buja Diye Hai, Rote Hansa Diye Hai
Ek Dil Hamara Kya Hai, Aazaar Uska Kitna Tumne To Chalte Phirte Murde Jila Diye Hai
Unke Nisar Koi Kaisi Hi Ranj Me Ho Jab Yaad Aa Gaye Hai Sab Gam Bhoola Diye Hai
Humse Faqir Bhi Abb Feri Ko Oothte To Honge Abb To Gani Ke Dar Pe Bistar Jama Diye Hai
Asra May Guzre Jis Dam Baide Pe Qudsiyo Ke Hone Lagi Salami Parcham Jhooka Diye Hai
Aane Do Ya Doobo Do Abb TO Tumhari Jaanib Kasti Tumhi Pe Chhodi Lanagr Ootha Diye Hai
Dulha Se Itna Keh Do Pyare Sawari Roko Mushkil May Hai Baraati Purkhaar Wadiye Hai
Allah Kya Jahannam Abb Bhi Na Shard Hoga Ro Ro Ke Mustafa Ne Dariya Baha Diye Hai
Mere Karim Se Gar Katra Kisi Ne Manga Dariye Baha Diye Hai Dur Be Baha Diye Hai
Mulke Sukhan Ke Shahi Tumko RAZA Mussllam Jis Simt Aa Gaye Ho Sikke Bitha Diya Hai
Unki Mahak Ne Dil Ke Lyrics In Hindi
उन की महक ने दिल के ग़ुंचे खिला दिये हैं जिस राह चल गए हैं कूचे बसा दिये हैं
जब आ गई हैं जोश-ए-रहमत पे उन की आँखें जलते बुझा दिये हैं, रोते हँसा दिये हैं
इक दिल हमारा क्या है, आज़ार इस का कितना तुम ने तो चलते फिरते मुर्दे जिला दिये हैं
उन के निसार कोई कैसे ही रंज में हो जब याद आ गए हैं, सब ग़म भुला दिये हैं
हम से फ़क़ीर भी अब फेरी को उठते होंगे अब तो ग़नी के दर पर बिस्तर जमा दिये हैं
असरा में गुज़रे जिस दम बेड़े पे क़ुदसियों के होने लगी सलामी, परचम झुका दिये हैं
आने दो या डुबो दो अब तो तुम्हारी जानिब कश्ती तुम्हीं पे छोड़ी लंगर उठा दिये हैं
दूल्हा से इतना कह दो, प्यारे ! सुवारी रोको मुश्किल में हैं बराती, पुर-ख़ार बादिये हैं
अल्लाह क्या जहन्नम अब भी न सर्द होगा रो रो के मुस्तफ़ा ने दरिया बहा दिये हैं
मेरे करीम से गर क़तरा किसी ने माँगा दरिया बहा दिये हैं, दुर्र-बे-बहा दिये हैं
मुल्क-ए-सुख़न की शाही तुम को, रज़ा ! मुसल्लम जिस सम्त आ गए हो सिक्के बिठा दिये हैं
Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.
Govandi, Maharashtra, India 400043