Unki Mahak Ne Dil Ke Tazmeen Lyrics In Urdu, Hindi & English (Read & Download) 2024

Unki Mahak Ne Dil Ke Tazmeen Lyrics
Naat Noor E Khuda Ne Kya Kya Tazmeen
Reciter Rehan Habib Soharwardi
Video By Islamic Info Tajveed Ul Quran

Table of Contents

Overview

Assalamu alikum Nazreen ! “Unki Mahak Ne Dil Ke Tazmeen Lyrics” ek naat hai jo ruhaniyat, ishq, aur muhabbat ke rangon mein dooba hua hai.

Shayar ne is naat lyrics mein apne dil ki gehrayon se nikali hui feelings ko lafzon mein utara hai. Naat mein chhupi har misraa ek anokha andaz aur moseeqi se bhara hua hai, jo dil ko choo jata hai. Yeh kalaam tasawwufi rangon se bhara hua hai aur Huzoor-e-Pak (SAW) ke ishq mein dooba hua hai.

Unki Mahak Ne Dil Ke Tazmeen Lyrics In English

Noore Khuda Ne Kya Kya Jalwe Dikha Diye Hain
Seene Kiye Hai Raushan Dil Jagmaga Diye Hain
Lehra Ke Zulfe Mushkee(n) Naafe Luta Diye Hain
Unki Mehek Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hain
Jis Raah Chal Diye Hai Koonche Basa Diye Hain

Aankhen Kisi Ne Maangi Jalwa Kisi Ne Maanga
Zarra Kisi Ne Chaha Sehra Kisi Ne Maanga
Badh Kar Hi Use Se Paaya Jitna Kisi Ne Maanga
Mere Kareem Se Gar Qatra Kisi Ne Maanga
Dariya Baha Diye Durbe Baha Hain

Gar Yoon Hi Rang Apna Mehshar Me Zard Hoga
Dozakh ke Dar Se Larzaa(n) Har Ek Fard Hoga
Tere Nabi Ko Kitna Ummat Ka Dard Hoga
Allah ! Kya Jahannam Ab Bhi Na Sard Hoga
Ro Ro Ke Mustafa Ne Dariya Baha Diye Hain

Apne Karam se Jo Do Ab To Tumhari Jaanib
Jo Jee Mein Aaye So Do Ab To Tumhari Jaanib
Paalo Humein Ke Kho Do Ab To Tumhari Jaanib
Aane Do Ya Dubo Do Ab To Tumhari Jaanib
Kashti Tumhi Pe Chhodi Langar Utha Diye Hain

Laazim Nahi Ke Koi Aise Hi Ranj Mein Ho
Jaa(n) Par Bani Ho Ya Phir Waise Hi Ranj Mein Ho
Unka Ghulam Chahe Jaise Hi Ranj Mein Ho
Unke Nisaar Koi Kaise Hi Ranj Mein Ho
Jab Yaad Aa Gaye Hai Sab Gham Bhula Diye Hain

Ahle Nazar Mein Tera Zehne Risaa Musallam
Duniya e Ilm o Fan Mein Hai Teri Jaa Musallam
Nazre Naseer Teri Tarze Nawa Musallam
Mulke Sukhan Ki Shaahi Tujh Ko Raza Musallam
Jis Simt Aa Gaye Ho Sikke Bitha Diye Hain

Unki Mahak Ne Dil Ke Tazmeen Lyrics In English

Unki Mahak Ne Dil Ke Tazmeen Lyrics In Hindi

नूर-ए-ख़ुदा ने क्या क्या जलवे दिखा दिए हैं
सीने किए हैं रौशन दिल जगमगा दिए हैं।
लहरा के जुल्फ़े मुश्कीं नाफ़े लूटा दिए हैं
उनकी महक ने दिल के गुंचे खिला दिए हैं
जिस राह चल दिए हैं, कूंचे बसा दिए हैं।

आंखें किसी ने मांगी, जलवा किसी ने मांगा
ज़र्रा किसी ने चाहा, सहरा किसी ने मांगा।
बढ़कर ही उसे से पाया, जितना किसी ने मांगा
मेरे करीम से गर क़त्रा किसी ने मांगा
दरिया बहा दिए, दूरबे बहा हैं।

गर यूं ही रंग अपना महशर में ज़र्द होगा
दोज़ख के दर से लरज़ां हर एक फ़र्द होगा।
तेरे नबी को कितना उम्मत का दर्द होगा
अल्लाह! क्या जहन्नम अब भी न सर्द होगा
रो रो के मुस्तफा ने दरिया बहा दिए हैं।

अपने करम से जो दो, अब तो तुम्हारी जानिब
जो जी में आए, सो दो, अब तो तुम्हारी जानिब।
पालो हमें के खो दो, अब तो तुम्हारी जानिब
आने दो या डूबो दो, अब तो तुम्हारी जानिब
कश्ती तुम्ही पे छोड़ी, लंगर उठा दिए हैं।

लाज़िम नहीं के कोई ऐसे ही रंज में हो
जां पर बनी हो या फिर वैसे ही रंज में हो।
उनका ग़ुलाम चाहे जैसे ही रंज में हो
उनके निसार कोई कैसे ही रंज में हो
जब याद आ गए हैं, सब ग़म भूला दिए हैं।

आहल-ए-नज़र में तेरा ज़हन-ए-रिसा मुसल्लम
दुनिया-ए-इल्म ओ फ़न में है तेरी जा मुसल्लम।
नज़र-ए-नसीर तेरी तर्ज़-ए-नवा मुसल्लम
मुल्क-ए-सुखन की शाही तुझ को रज़ा मुसल्लम
जिस सिम्त आ गए हो, सिक्के बिठा दिए हैं।

Noor E Khuda Ne Kya Kya Naat Lyrics In Hindi, Unki Mahak Ne Dil Ke Tazmeen Lyrics In Hindi

Unki Mahak Ne Dil Ke Tazmeen Lyrics In Urdu

نورِ خُدا نے کیا کیا جلوے دکھا دیئے ہیں
سینے کیے ہیں روشن دل جگمگا دیئے ہیں
لہرا کے زلفِ مشکیں نافع لوٹا دیئے ہیں
انکی مہک نے دل کے گنچے کھلا دیئے ہیں
جس راہ چل دیئے ہیں کونچے بسا دیئے ہیں

آنکھیں کسی نے مانگی جلوہ کسی نے مانگا
ذرّہ کسی نے چاہا سہرا کسی نے مانگا
بڑھ کر ہی اُسے سے پایا جتنا کسی نے مانگا
میرے کریم سے گر قطرہ کسی نے مانگا
دریا بہا دئے دور بہا ہیں

گر یوں ہی رنگ اپنا محشر میں زرد ہوگا
دوزخ کے در سے لرزاں ہر ایک فرد ہوگا
تیرے نبی کو کتنا امت کا درد ہوگا
اللہ! کیا جہنم اب بھی نہ سرد ہوگا
رو رو کے مصطفیٰ نے دریا بہا دئے ہیں

اپنے کرم سے جو دو اب تو تمہاری جانب
جو جی میں آئے تو دو اب تو تمہاری جانب
پالو ہمیں کہ خودو اب تو تمہاری جانب
آنے دو یا ڈوبو دو اب تو تمہاری جانب
کشتی تمہیں پہ چھوڑی لنگر اٹھا دئے ہیں

لاضم نہیں کہ کوئی ایسے ہی رنج میں ہو
جاں پر بانی ہو یا پھر ویسے ہی رنج میں ہو
انکا غلام چاہے جیسے ہی رنج میں ہو
انکے نثار کوئی کیسے ہی رنج میں ہو
جب یاد آ گئے ہیں سب گم بھلا دئے ہیں

اہلِ نظر میں تیرا ذہنِ رسا مسلم
دنیاِ علم و فن میں ہے تیری جا مسلم
نظرِ نصیر تیری طرزِ نوا مسلم
ملکِ سخن کی شاہی تجھ کو رضا مسلم
جس سمت آ گئے ہو سکے بٹھا دئے ہیں

Unki Mahak Ne Dil Ke Tazmeen Lyrics In Urdu

Unki Mahak Ne Dil Ke Tazmeen Video

Unki Mahak Ne Dil Ke Tazmeen MP3 Download

FAQs

Iss Naat ka maqsad ishq, ruhaniyat aur Mohabbat ke shayari ke rangon ko samajhna aur uski gehraiyon mein dakhil hona hai.

 "Unki Mahak" yahan par ishq-e-Rasool (SAW) aur uski ruhani mehfil ko simbolize karta hai, aur "Dil Ki Gunche Khila Diye Hai" ishq aur muhabbat se bhare hue dil ki anayat ko darust taur par izhar karta hai.

Ye moseeqi se bharpoor misraat hain jo ishq ke rangon mein doobe dil ki tabdili aur uski azmat ko bayan karte hain.

Sharing Is Caring:

Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.

Leave a Comment