Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics (Read & Download) 2023

Naat Ya Nabi Nazre Karam Farmana
Reciter Ghulam Mustafa Qadri
Video By Heera Gold

Table of Contents

Overview

Assalamu Alaikum Nazreen ! “Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics”  Hazrat Muhammad (SAW) ke ishq, adab, aur dua ki goonj hai.

Is naat lyrics mein unki rehmat aur mahabbat ka izhar kiya gaya hai aur unki shafa’at aur karam ki iltija ki gayi hai.

Is naat ke kalamein sunane walon ko Nabi (SAW) ke paak naam aur khubsoorat sifat par gaur karne par majboor karta hai, aur unki pyari sunnaton aur hidayaton ki taraf ishara karta hai.

Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics In English

Ya Nabi Nazre Karam Farmana
Aye Hasnain Ke Nana

Zahra Paak Ke Sadqe Humko Taiba Me Bulana
Aye Hasnain Ke Nana, Aye Hasnain Ke Nana

Aap Ke Dar Ka Mai Hu Bhikari Aap Hai Mere Daata
Saare Rishte Naato Se Hai Pyaara Apna Naata
Aap To Hai Aata Hai Jinko Sabki Laaj Nibhana
Aye Hasnain Ke Nana, Aye Hasnain Ke Nana

Be Saaya Hai Lekin Do Jag Par Hai Aapka Saaya
Arshe Moh`alla Bana Mohalla Deed Ko Rab Ne Bulaya
Hasr Talk Na Hoga Kisika Aisa Aana Jana
Aye Hasnain Ke Nana, Aye Hasnain Ke Nana

Sajh Gayi Hai Meelad Ki Mehfil Kya Hai Khoob Nazara
Kaifo Masti Me Dooba Hai Dekho Aalam Saara
Dhund Rahi Hai Aap Ki Rehmat Bakshish Ka Bahaana
Aye Hasnain Ke Nana, Aye Hasnain Ke Nana

Nisbat Ka Faizan Hai Dekho Khadim-e-Ghouse-e-Jali Hu
Karta Hai Mujh Pe Naaz Zamana Mai Ausaaf-e-Ali Hu
Aap Ki Aal Ke Dar Ka Sag Hu Saahil Hu Purana
Aye Hasnain Ke Nana, Aye Hasnain Ke Nana

Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics In English

Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics In Hindi

या नबी ! नज़र-ए-करम फ़रमाना
ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !
ज़हरा पाक के सदक़े हम को तयबा में बुलवाना
ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !

आप के दर का हूँ मैं भिकारी, आप हैं मेरे दाता
सारे रिश्ते-नातों से है प्यारा अपना नाता
आप तो हैं, आता है जिन को सब की लाज निभाना

ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !
ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !

बे-साया हैं लेकिन दो-जग पर है आप का साया
अर्श-ए-मुअ’ल्ला बना मोहल्ला, दीद को रब ने बुलाय
हश्र तलक न होगा किसी का ऐसा आना-जाना

ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !
ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !

सज गई है मीलाद की महफ़िल, क्या है ख़ूब नज़ारा !
कैफ़-ओ-मस्ती में डूबा है देखो आ’लम सारा
ढूँढ रही है आप की रहमत बख़्शिश का बहाना

ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !
ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !

निस्बत का फ़ैज़ान है देखो, ख़ादिम-ए-ग़ौस-ए-जली हूँ
करता है मुझ पे नाज़ ज़माना, मैं औसाफ़-ए-अली हूँ
आप की आल के दर का सग हूँ, साहिल हूँ पुराना

ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !
ए हसनैन के नाना ! ए हसनैन के नाना !

Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics In Hindi

Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics In Urdu

یا نبی نظرِ کرم فرمانا
ای حسنین کے نانا

زہرا پاک کے صدقے ہم کو طیبہ میں بلانا
ای حسنین کے نانا، ای حسنین کے نانا

آپ کے در کا میں ہوں بھکاری، آپ ہی میرے داتا
سارے رشتے ناتوں سے ہے پیارا اپنا ناتا
آپ تو ہی آتے ہیں جنکو سبکی لاج نبھانا
ای حسنین کے نانا، ای حسنین کے نانا

بے سایہ ہے لیکن دو جگ پر ہے آپکا سایہ
عرش محلّہ بنا محلّہ، دید کو رب نے بلایا
حاصل تلک نہ ہوگا کسی کا ایسا آنا جانا
ای حسنین کے نانا، ای حسنین کے نانا

سجھ گئی ہے میلاد کی محفل، کیا ہے خوب نظارہ
کیفو مستی میں ڈوبا ہے، دیکھو عالم سارا
ڈھونڈ رہی ہے آپ کی رحمت، بخشش کا بہانا
ای حسنین کے نانا، ای حسنین کے نانا

نسبت کا فیضان ہے، دیکھو خادمِ غوثِ جلی ہوں
کرتا ہے مجھ پے ناز زمانہ، میں اوصافِ علی ہوں
آپ کی آل کے در کا سگ ہوں، ساحل ہوں پُرانا
ای حسنین کے نانا، ای حسنین کے نانا

Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics In Urdu

Ya Nabi Nazre Karam Farmana Video

Ya Nabi Nazre Karam Farmana MP3 Download

FAQs

Gulam Mustafa Qadri ne iss naat ko padha hai.

"Ya Nabi Nazre Karam Farmana" Hazrat Muhammad (ﷺ) ki mohabbat aur ibadat ka ek khoobsurat izhar hai. Is naat mein munsifana tareeqay se Allah ki rehmat aur Nabi (ﷺ) se madad talab ki jati hai. Is se reciter apni mohabbat aur tazeemi izhar karte hain aur Nabi (ﷺ) ke barakat aur rahmat ki darkhwast karte hain.

Sharing Is Caring:

Assalamu Alaikum ! I'm a professional islamic blogger since 2020. I Covered different topics like Lyrics, Dua, Surah & More. For More Info Visit Islamwala.

Leave a Comment