Noha | Ye Bali Sakina Hai |
---|---|
Reciter | Ali Jee |
Video By | Nadeem Sarwar |
Table of Contents
Overview
Assalamu Alaikum Nazreen ! “Ye Bali Sakina Hai” Imam Hussain (علیہ السلام) ke bhatiji, Bibi Sakina (سکینہ بنت الحسین) ki shaan mein hai.
Is nohe lyrics mein unki musibaton ka zikr hai aur unki sadme bhari zindagi ka afsana bayan kiya gaya hai.
Ye Bali Sakina Hai Lyrics In English
Haye Sakina Haye Haye Haye Shaam
Din Raat Sada Jo Ati Hai
Har Dill Ko Jo Tarhpati Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Zindan Me Jo Roti Hai
Baba Ko Bulati Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Din Rat Sada Jo Ati Hai
Har Dill Ko Jo Tarhpati Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Nazon Say Pali Hai Yeh Bachi
Sab Us Ky Naaz Uthatay Thay
Kabhi Maan Kabhi Baba Bhai Chacha
Sab Is Py Wari Jatay Thay
Kabhi Yeh Goudi Kabhi Woh Goudi
Masooma Ko Yad Ati Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Zindan Mein Jo Roti Hai
Baba Ko Bulati Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Din Rat Sada Jo Ati Hai
Har Dil Ko Jo Tarhpati Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Baba Say Bicharh Kar Beti Nay
Kya Kya Na Masayeb Dekhay Hain
Pyasi Bhi Rahi Qaidi Bhi Bani
Zalim Say Tamanchay Khaye Hain
Jo Seena E Shah Py Soti Thi
Ab Wohi Khak Py Soti Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Zindan Mein Jo Roti Hai
Baba Ko Bulati Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Haye Sakina Haye Haye Haye Sham
Zindan Ky Dar Say Jo Guzray
Bibi Har Aik Say Kehti Hai
Baba Say Milo To Keh Dena
Tumhen Yad Sakina Karti Hai
Tum Pas Chalay Aao Baba
Ro Ro Ky Woh Chillati Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Zindan Mein Jo Roti Hai
Baba Ko Bulati Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Din Rat Sada Jo Ati Hai
Har Dil Ko Jo Tarhpati Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Ashoor Say Lay Kar Zindaan Tak
Har Zulm Usay Yad Ata Hai
Abbas Akbar Qasim Asghar
Baba Ka Gham Tarhpata Hai
Zindaan Mein Matam Kar Kar Kay
Jo Sab Ka Soag Manati Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Zindan Mein Jo Roti Hai
Baba Ko Bulati Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Haye Sakina Haye Haye Haye Sham
Sajjad Sy Ro Ro Kehti Hai
Kab Milnay Baba Ayen Gay
Achay Bhaiya Yeh Batla Do
Kya Hum Bhi Kabhi Ghar Jayen Gay
Kabhi Bhai Say Kabhi Amman Say
Har Waqt Sawal Jo Karti Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Zindan Mein Jo Roti Hai
Baba Ko Bulati Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Din Rat Sada Jo Ati Hai
Har Dil Ko Jo Tarhpati Hai
Yeh Bali Sakina Hai
Haye Sakina Haye Haye Haye Shaam
Ye Bali Sakina Hai Lyrics In Urdu
ہائے سکینہ ہائے ہائے ہائے شام
دن رات سدا جو آتی ہے
ہر دل کو جو تڑپتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
زندان میں جو روتی ہے
بابا کو بلاتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
دن رات سدا جو آتی ہے
ہر دل کو جو تڑپتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
نازوں سے پالی ہے یہ بچی
سب اس کے ناز اٹھاتے تھے
کبھی ماں کبھی بابا بھائی چچا
سب اس پے واری جاتے تھے
کبھی یہ گودی کبھی وہ گودی
معصومہ کو یاد آتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
زندان میں جو روتی ہے
بابا کو بلاتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
دن رات سدا جو آتی ہے
ہر دل کو جو تڑپتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
بابا سے بچھڑ کر بیٹی نے
کیا کیا نہ مصائب دیکھے ہیں
پیاسی بھی رہی قیدی بھی بنی
ظالم سے تمانچے کھائے ہیں
جو سینہ شاہ پے سوتی تھی
اب وہی خاک پے سوتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
زندان میں جو روتی ہے
بابا کو بلاتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
ہائے سکینہ ہائے ہائے ہائے شام
زندان کے در سے جو گزرے
بی بی ہر ایک سے کہتی ہے
بابا سے ملو تو کہہ دینا
تمہیں یاد سکینہ کرتی ہے
تم پاس چلے آؤ بابا
رو رو کے وہ چلاتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
زندان میں جو روتی ہے
بابا کو بلاتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
دن رات سدا جو آتی ہے
ہر دل کو جو تڑپتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
عاشور سے لے کر زندان تک
ہر ظلم اسے یاد آتا ہے
عباس، اکبر، قاسم، اصغر
بابا کا غم تڑپاتا ہے
زندان میں ماتم کر کر کے
جو سب کا سوگ مناتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
زندان میں جو روتی ہے
بابا کو بلاتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
ہائے سکینہ ہائے ہائے ہائے شام
سجاد سے رو رو کہتی ہے
کب ملنے بابا آئیں گے؟
اچھے بھئیا یہ بتلا دو
کیا ہم بھی کبھی گھر جائیں گے؟
کبھی بھائی سے کبھی امّان سے
ہر وقت سوال جو کرتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
زندان میں جو روتی ہے
بابا کو بلاتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
دن رات سدا جو آتی ہے
ہر دل کو جو تڑپتی ہے
یہ بالی سکینہ ہے
Ye Bali Sakina Hai Video
Ye Bali Sakina Hai MP3 Download
FAQs
"Yeh Bali Sakina Hai" noha ke zariye sunne walon ko karbala ki museebaton aur sakina bint al-Hussain ki masoomiyat par tawaja dilane ka message diya gaya hai. Is noha se sunne walon mein insaniyat aur mohabbat ka ehsaas paida hota hai.
"Yeh Bali Sakina Hai" noha Ashura ke maqsad par likha gaya hai.
"Yeh Bali Sakina Hai" noha Hussain ibn Ali ke beti Sakina (AS) ki shahadat aur unki piyari zindagi ko yaad karne ka maqsad rakhta hai. Is nohay mein Sakina bint al-Hussain ke dukh bhare safar ki kahani sunai jati hai, jis mein woh zindan mein apne baba Hussain (AS) ke intezaar mein roti hai.